Roman script

Ranjhon se unki heerein

Bichhdengi kitni baar

Aye kaash ab kisi ko

Ho na kisi se pyaar

Duniya banane wale

Tune yeh kya kiya

Jo dil diya tha tune

To phir dard kyun diya

Aansu ki tarah ek din

Aansu ki tarah ek din

Tu aankhon se guzar ke dekh

O aasman wale

Zameen par utar ke dekh

Oh aasman wale

Zameen par utar ke dekh

Hoti hai kya judai

Yeh tu bhi bichhad ke dekh

O aasman wale

Zameen par utar ke dekh

Oh aasman wale

Zameen par utar ke dekh

Tere mere darmiyan hain

Oh khudaya fark kitna

Tujhe kya pata ki yaadein

Deti hain dard kitna

Seene pe kab tadap ke

Rakha hai hath tune

Meri tarah kab guzari

Ro ro ke raat tune

Mere dil ke jaise ek din

Mere dil ke jaise ek din

Tukdon mein bikhar ke dekh

Oh aasman wale

Zameen par utar ke dekh

O aasman wale

Zameen par utar ke dekh

Toote kitne taare

Chhoote kitne log

Kitno ke leke dooba

Yeh ishq wala rog

Kitne hi saaye tune

Jismon se kiye door

Kitne dil'on ke sheeshe

Tune kiye hain choor

Ro dengi teri aankhein

Ro dengi teri aankhein

Ginti tu karke dekh

O aasman wale

Zameen par utar ke dekh

Oh aasman wale

Zameen par utar ke dekh

Hoti hai kya judayi

Yeh tu bhi bichhad ke dekh

O aasman wale

Zameen par utar ke dekh

Oh aasman wale

Zameen par utar ke dekh

Oh aasman wale

Zameen par utar ke dekh

Explore this song