Roman script

Galti main karunga toh kaun karega

Maaf tu na kaegi toh kaun karega

Mere maula, maula

Mere maula, maula

Mere maula, maula

Mere maula, maula

Maula mujhko maaf karna

Iss dil ko saaf karna

Iss bande ki galtiyon ko

Tu naadani samjhna

Maula mujhko maaf karna

Iss dil ko saaf karna

Iss bande ki galtiyon ko

Tu naadani samjhna

Mere maula, maula maula

Mere maula, maula maula

Mere maula, maula maula

Mere maula, maula maula

Tune mujhe bhejha yahaan

Ibaadat ke vaaste

Main hu maula chalta raha

Gunaaho ke raaste

Iss khaak ko hidayat de maula

Iss khaak mein milne se pehle

Gunaahon ko mere maaf kar

Meri jaan nikalne se pehle

Maula mujhko maaf karna

Iss dil ko saaf karna

Iss bande ki galtiyon ko

Tu naadani samjhna

Mere maula, maula maula

Mere maula, maula maula

Mere maula, maula maula

Mere maula, maula maula

Raasta main woh chalun

Jo tu dikhaaye maula

Tujhse hi ab darun

Haan maula mere maula

Qismat se ladta raha

Jaane kyun mere maula

Jis din main khudse jeet jaaun

Sabse jeet jaaun maula

Maula mujhko maaf karna

Iss dil ko saaf karna

Iss bande ki galtiyon ko

Tu naadani samjhna

Maula mujhko maaf karna

Iss dil ko saaf karna

Iss bande ki galtiyon ko

Tu naadani samjhna

Sab kuch tune hai diya

Jo na maanga woh diya

Maine apni haishiyat se maanga

Tune apni shaan se diya

Maula mujhko maaf karna

Iss dil ko saaf karna

Iss bande ki galtiyon ko

Tu naadani samjhna

Maula mujhko maaf karna

Iss dil ko saaf karna

Iss bande ki galtiyon ko

Tu naadani samjhna

Mere maula..

Galti.. Galti alfaz hi galat hai

Tazurba asli matlab hai

Jis galti ko dhoraya jaaye baar baar

Samajh lena wohi mohbbat hai...

Explore this song

Song video

Watch on YouTube

Additional song details

director: Sam Khan

cast: Sanjana Singh, Monis Khan, Deepak Sharma

director of photography: Dhruwal Patel

music label: brown Pitch