Roman script

Teri aankhon mein jhaankane wala

Tere honthon pe kaanpne wala

Teri baaton mein bolne wala

Baal raaton mein kholne wala

Garam saanson mein Ghul raha hai jo

Woh akele mein mil raha jo

Khwab mein aake pyaar karta hai

Roz sau baar tumpe marta hai

Khwab mein aake pyaar karta hai

Roz sau baar tumpe marta hai

Khinch ke bajuon mein lele jo

Kaan ki vaaliyon se khele jo

Haq jatata hai jo sabhi tumpe

Puchhna chahta hoon main tumse

Haq jatata hai jo sabhi tumpe

Puchhna chahta hoon main tumse

Kaun hai kaisa kaun hai kaisa

Kaisa dikhta hai

Kaun hai kaisa kaisa dikhta hai

Jaanta hoon ke nahi

Main woh nahi main woh nahi

Woh ki jis se

Tumhein mohabbat hai

Tumhein mohabbat hai

Explore this song