Roman script
Andyr! Doosron ke bharose baithna Maine chhod diya Jodna tha dil lekin Maine use tod diya Pyar kaise chalega jab maine use chhod diya Beech mein maine use chhod diya Yeah! yeah! yeah! yeah! Doosron ke bharose baithna Maine chhod diya jodna tha dil lekin Maine use tod diya Pyar kaise chalega jab maine use chhod diya Beech mein maine use chhod diya Shayad likha hoga yahi mere maksad mein Phir bhi pata hai maalik khada hai mere raksha mein Zindagi ne phir se giraya hai ghutnon pe Phir bhi bolun aye mere khuda Tera shukriya shukriya hamesha tu hi deta sath Khuda tera shukriya tere bina kya humari hai aukaat Khuda tera shukriya I’m grateful almighty Ha ha ha ha Gam mein bhi hanste Seekha maine gham mein bhi hasna Janta hoon kaun mera apna kon hai Jaan lena kaun tere sapne Poore hone pe khush hai use sath rakhna Seekha maine gham mein bhi hasna Janta hoon kaun mera apna kon hai Jaan lena kaun tere sapne Poore hone pe khush hai use sath rakhna Shayad se jaana maine nahi Kaise rehte kiske sath Akele gaane aaj bhi banata poori raat How to love? Young mula baby Tell me how to love? Weezy jaisa sound karun Woh hai mere naam mein Legends mein ginti karte hain Aaj mera naam be Phir bhi bolun yeh bas shuruwat hai Shine kar raha life mera jaise mera daant hai Jaise mera daant jaise mere hath hai Flex flex flex Hai paisa bhi yahan aur jeene ki wajah Meri music mere sath hai music mere sath hai Sab bolte hain yahan ki hoon main tere sath Par koyi nahi deta sath hai koyi nahi Woh kehte the reh jayega neeche Reh jaayega neeche but I made it to the top yeah Har baar saale kare copy when I f*cking feel music To saale how can you stop me? Samjha khud ko jab paaya hip-hop mein When you didn’t pick me how can you drop me? Upar wale ne bahut kuch diya Bahut kuchh diya Bas ginte nahi apan log khud ko kyun nahi dosh diya Par ab se maine soch liya Jo bhi bole dega sath Use door se hi shukriya Seekha maine gam mein bhi hasna Janta hoon kaun mera apna kon hai Jaan lena kaun tere sapne Poore hone pe khush hai use sath rakhna Seekha maine gham mein bhi hasna Janta hoon kaun mera apna kon hai Jaan lena kaun tere sapne Poore hone pe khush hai use sath rakhna Yeah yeah yeah Use sath rakhna Yeah yeah yeah
Song details
Song video
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: Emiway Bantai