Roman script
Tu mujhe dhundti rahe Jahan main hun nahi Koi mujhe dhund kar mila Magar woh tu nahi Yeh dil kehta bhi kaise Faasle sehta bhi kaise haan Aise kaise main samjhata Pyaar ke do tareeke hai Ishq ke do saleeqe hai Ek tujh ko nahi aata Ek mujh ko nahi aata Pyaar ke do tareeke hai Ishq ke do saleeqe hai Ek tujh ko nahi aata Ek mujh ko nahi aata Tu rooth ke bhi jo jay Main jaanu na manana haan Haan aadha hi likha hai Rab ne apna afasana Yeh kaisa ishq hai tera Mujh ko din rain rulaaye Na door main ho paati hoon Na paas bhi aaya jaaye Chhodu kaise isse adhoora Chah kar bhi hoga na poora Yeh jazbaaton ka samjhauta Pyaar ke do tareeke hai Ishq ke do saleeqe hai Ek tujh ko nahi aata Ek mujh ko nahi aata Pyaar ke do tareeke hai Ishq ke do saleeqe hai Ek tujh ko nahi aata Ek mujh ko nahi aata Pyaar ke do tareeke hai Ishq ke do saleeqe hai Ek tujh ko nahi aata Ek mujh ko nahi aata Pyaar ke do tareke hai Ishq ke do saleeqe hai Ek tujh ko nahi aata Ek mujh ko nahi aata Roke tare toote hai jab se Neend se na roothe hai jab se Main kaise tujh ko dil ki Baat bataun Pyaar ke do tareeke hai Ishq ke do saleeqe hai Ek tujh ko nahi aata Ek mujh ko nahi aata Ek hokar bhi alag Saath hokar bhi judaa Door bhi na jaane de Na paas rakhe khuda Lab pe hai musqaan phir bhi Kyun hai yeh aankhein bhari Hum ek kitaab ke do safe Tu pehla main aakhiri
Song details
- Singer: Lakshay
- Singer: Aakanksha Sharma
- Composer: Viplove Rajdeo
- Lyricist: Dhruv Yogi
Song video
singer: Lakshay, Aakanksha Sharma
director: Jay Parikh, Suyyash Rai
cast: Smriti Kalra, Harshad Chopda
music label: Indie Music Label