Roman script
Naad e aliiyan mazharil ajaa'ebi
Tajid-hu awnal-laka fin
Nawaa-ebi, kulli hammin wa
Ghammin sayanjalee, be wilayeteka
Ya ali, ya ali, ya ali
Ya ali, ya ali, ya ali tu rehem kar
Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar
Ya ali, ya ali, ya ali tu reham kar
Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar
Mursheed hain mere sarkaar hain ali
Mursheed hain mere sarkaar hain ali
Momin ke dil ka qaraar hain ali
Momin ke dil ka qaraar hain ali
Jab bhi pukaara hain naad-e-ali
Jab bhi pukaara hain naad-e-ali
Mil jaaye humko imdaad-e-ali
Sher-e-khuda asadullah
Sadqaa tera hai imam ali
Ya ali, ya ali, ya ali tu reham kar
Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar
Ya ali, ya ali, ya ali tu reham kar
Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar
Rasoolullah ne ghadeer-e-khum mein
Mann kunto farmaaya
Rasoolullah ne ghadeer-e-khum mein
Mann kunto farmaaya
Jiska hoon mein maula
Haan jiska hoon main maula,
Uska ali hai maula, uska ali hai maula,
Ali maula
Ya ali, ya ali, ya ali tu reham kar
Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar
Ya ali, ya ali, ya ali tu reham kar
Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar
Kaaba ki waahid paidaish hain ali
Kaaba ki waahid paidaish hain ali
Mohammed ke jaanasheen hain ali
Mohammed ke jaanasheen hain ali
Hasn-o-hussain ki shaan ali
Hasn-o-hussain ki shaan ali
Khaatoon-e-jannat ki aan ali
Sher-e-khuda asadullah
Sadqaa tera hain imam ali
Ya ali, ya ali, ya ali tu reham kar
Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar
Ya ali, ya ali, ya ali tu reham kar
Ya ali, ya ali, ya maula tu fazal kar
Shaah-e-mardaan, sher-e-azdaan
Ameer-ul-momineen..
Explore this song