Roman script

Mehram tu hi hai mera

Le sun le meri daastaan

Ranjishein dhuan dhuan si yeh

Aa reh le tu bhi yahaan

Noor na rukh te saah vi na mukkde

Ke agg bann gaya hai lahu mera

Teri razaa hai dard mazaa hai

Le hun bann gaya badshaah tera

Aaja leke jaaun tujhe

Saansein ghut'ti jahaan

Khwaahishein jo tooti si thi

Bikhra unka jahaan

Daffan ho donon yahaan

Phir bhi ho tanha

Kare jo bhi sajda tera

Kehna tu hi meri hai mehram

Jaana tha yaadon ka ek aashiyana

Tera khwaabon mein mujhko sataana

Hmm..

Jaana tha yaadon ka ek aashiyana

Tera khwaabon mein mujhko sataana

Woh jo tera pyaar tha

Main hi tera yaar tha

Aisi bhi hai kya wajah

Ab tak hoon khafa

Woh jo tera pyaar tha

Main hi tera yaar tha

Aisi bhi hai kya wajah

Main hoon khafa

Aaja leke jaaun tujhe

Saansein ghut'ti jahaan

Khwaahishein jo tooti si thi

Bikhra unka jahaan

Daffan ho dono yahaan

Phir bhi ho tanha

Kare jo bhi sajda tera

Kehna tu hi meri hai mehram

Agar hai laaya todne baai

Reet chali aa rahi hai

Lamhe saare kaid main kar loon

Aisi ghadi aa rahi hai

Hona hai jo dekhi jaaye

Ab karam hi farmaaye

Hona hai jo dekhi jaaye

Ab karam hi farmaaye

Explore this song