Roman script

Tera bhai zb!

Mera dil leke tum kahaan bhag rahi ho

2 baj gaya fir bhi jag rahi ho

Samundar ka paani hai blue blue

Meri sona ka gaal pura gulu gulu

Tumko dekhte hi dil mera fida ho gaya

Bad banda tere liye seedha ho gaya

Humko bhi chhad gaya pyaar ka bukhar

Bachpan se single tha abhi hua pyaar

Tip tip girti ho paani ban ke

Sapno mein aane lagi rani ban ke

Tere pappa ko chahiye damaad paiso wala

Main barat leke aaunga ambani ban ke

Barat leke aayenge tum ready rahna

Mere sath mein aayegi meri chhoti bahna

Tum itni sundar ho kya hi kehna

Meri mammi ko pyaar se tum maa hi kahna

Suraj ko bol denge niche aayega

Khayega lafa jo tere piche aayega

Chhod ke na jayenge tumko hum kahin

Yadav ka beta khate hai doodh dahi

Raat bhar sapna mein aane lagi ho

Mera dil ka dhadkan badhane lagi ho

Samundar ka paani hai blue blue

Meri sona ka gaal pura gulu gulu

Ae gulu gulu ae gulu gulu ae gulu gulu

Ae gulu gulu ae gulu gulu ae gulu gulu

Meri sona ka gaal pura gulu gulu

Ae gulu gulu ae gulu gulu ae gulu gulu

Ae gulu gulu ae gulu gulu ae gulu gulu

Meri sona ka gaal pura gulu gulu

Ready hoke pagli se milne gaya

Uska thumka jhumka mera dil le gaya

Order kiya fatse chai aa gaya

Are baap re baap uska bhai aa gaya

Ban than ke kahaan ja rahi ho

Shardi me garmi badha rahi ho

Kha rahi ho tum doodh aur malai

Jijaji bole tumhara chhota bhai

Laila majhnu sajna ka sajnu

Sona ka haar zb ka pyaar

Pyar karne ka mera alag tareeka

Shadi ke baad chalenge america

Mera dil leke tum kahaan bhag rahi ho

2 baj gaya fir bhi jaag rahi ho

Samundar ka paani hai blue blue

Meri sona ka gaal pura gulu gulu

Ae gulu gulu ae gulu gulu ae gulu gulu

Ae gulu gulu ae gulu gulu ae gulu gulu

Meri sona ka gaal pura gulu gulu

Ae gulu gulu ae gulu gulu ae gulu gulu

Ae gulu gulu ae gulu gulu ae gulu gulu

Meri sona ka gaal pura gulu gulu

Explore this song