Roman script

Parmen music!

Mera balma muchhe aala

Kare kaam karam sab kala

Bandook jawani meri uspe

Aankh ni rakhda sala

Mera balma muchhe aala

Kare kaam karam sab kala

Bandook jawani meri uspe

Aankh ni rakhda sala

Main kehndi dekho aankh lada ke

Thodi garmi hor bada ke

Tum chak lo jaam jism ke

Rana ji honthon se honth mila ke

Main kehndi dekho aankh lada ke

Thodi garmi hor bada ke

Tum chak lo jaam jism ke

Rana ji honthon se honth mila ke

Main kehndi aag laga do

Aag laga do aag laga do

Daaman pe daag laga do

Daag laga do daag laga do

Main kehndi aag laga do

Aag laga do aag laga do

Daaman pe daag laga do

Daag laga do, main khendi

Billo main wazir satta palat doon

Ishq mein kafir raahein badal doon

Mere chhune se jalti mohabbat

Pal mein ishq ko khaak main kar doon

Billo main wazir satta palat doon

Ishq mein kafir raahein badal doon

Mere chhune se jalti mohabbat

Pal mein ishq ko khaak main kar doon

Chalta hai nigahon se meethi zabaan

Imaan na mera yeh hai afwaah

Tera jism nichodke ittr nikalun

Tujhe ishq mein kar doon tabaah

Sun kafir ka aitbaar ni karte

Aashiq intezar ni karte

Nit kar dede dil wazir wafa ka

Wazir se pyaar ni karte

Meri jawani ki duniya deewani

Ek tu hi nahi padhta ho raja meri hi kahani

Meri jawani ki duniya deewani

Ek tu hi nahi padhta ho raja meri hi kahani

Bandook jawani teri begam

Toh main rana ji main tera balma

Main kehndi aag laga do

Aag laga do aag laga do

Daaman pe daag laga do

Daag laga do daag laga do

Main kehndi aag laga do

Aag laga do aag laga do

Daaman pe daag laga do

Daag laga do daag laga do

Honthon se honth mila

Milne de milne de saanson se saans

Kitni bhi pee loon rani

Bujhti nahi meri pyaas

Tan tera bijli ke jaise chamakta

Dil mera dekh ke tujhko dhadakta

Main hoon shauk se husn shikari

Balam tera jhutha maans ni chakhta

Mujhe ishq riwaaj ni jamta

Aawara main sab tera jism nazam sa

Dil ko sambhalegi daawa kartiye

Jisse jowan tak ni sambhalta

Meri jawani ki duniya deewani

Ek tu hi nahi padhta ho raja meri hi kahani

Meri jawani ki duniya deewani

Ek tu hi nahi padhta ho raja meri hi kahani

Bandook jawani teri begam

Toh main rana ji main tera balma

Main kehndi aag laga do

Aag laga do aag laga do

Daaman pe daag laga do

Daag laga do daag laga do

Main kehndi aag laga do

Aag laga do aag laga do

Daaman pe daag laga do

Daag laga do daag laga do

Explore this song

Song video

Watch on YouTube

Additional song details

singer: Mahi Chhaba, Man D

lyricist: Wazzir, Man-D, Pankaj Prajapati

director: Kamal K Kumawat

cast: Mr Monish Raja, Akanksha Bhalla

choreography: Vidhi Joshi

music label: V Production