Roman script
Karwatein li khwaabon ne Neend mein hoon jaagta Khidkiyon se dikh raha Manzilon ka raasta Pairon mein aasmaan Dhadkan mein titliyan Rakh shaq se har pare tu haunsla Hathon ki yeh lakeerein Jo leke hai chali re Na rukne ka hua hai faisla Uddne do ho ho Uddne do ho ho Udne do ho Uddne do ho ho Uddne do ho ho Udne do ho Main raahi hoon tera Mera tu thikana Aye zindagi tu meri humnava Naya hoon main tu mujhko aazmaana Hai zindagi tu mera inaam Chala hoon aage muddke na jana Lage hai parde udte hi jana mujhe Roko na raasta jhokon se vaasta Aasmano mein ho jaun laapata Tooti ab zanjeerein hai Dhadkan mein manzilein hai Likhni hai ab badlon pe dastaan Uddne do ho ho Uddne do ho ho Udne do ho Uddne do ho ho Uddne do ho ho Udne do ho
Song details
- Singer: Amit Mishra
- Film / album: Velle
- Composer: Kaushik Guddu, Akashdeep for Jam8
- Lyricist: Siddharth-Garima
- Lyricist: Bipin Das
Song video
lyricist: Siddharth-Garima, Bipin Das
director: Deven Munjal
cast: Abhay Deol, Karan Deol, Anya Singh, Savant Singh, Visshesh Tiwari, Mouni Roy
music label: Zee Music Company