Roman script
Haan! Main shehzaada hoon
Iss pal ka aur mera yeh jahaan
Aur tum bhi shehzaadi ho
Iss lamhe ki meri jaan-e-jaan
Yeh pal humara hai
Humara zamaana
Yeh pal humara hai
Humara zamaana hai
Ek ishaare pe
Humare ho saamne bahaar
Aur pesh kiya jaaye
Sone ki tashtari mein pyaar
Yeh pal humara hai
Humara zamaana
Yeh pal humara hai
Humara zamaana hai
Jaari kiye jaayin
Sabko chahton ke farmaan
Choomein uss chand ko hum
Pankh waale ghode pe sawaar
Ho ke sawaar
Yeh pal humara hai
Humara zamaana
Yeh pal humara hai
Humara zamaana hai
Yeh pal humara hai
Humara zamaana
Yeh pal humara hai
Humara zamaana hai
Explore this song