Roman script

Khwab haqeekat jaise
Lagne laga hai aise
Main kaun tha
Yeh mujhe kya hua
Tujhko bataun kaise
Hum tere, hum tere ho gaye
Bas tere hi tere ho gaye
Hum tere, hum tere ho gaye
Bas tere hi tere ho gaye
Hona tha jo wohi hua
Kaise pata hi nahi
Dil ko sukun tujhse mila
Tu hi dua hai meri
Parwaah nahi
Na koyi hai fikar
Tujhse mila jabse
Hum tere, hum tere ho gaye
Bas tere, hi tere ho gaye
Hum tere, hum tere ho gaye
Bas tere, bas tere ho gaye

Song details

Song video

Watch on YouTube

director: Suvendu Raj Ghosh

cast: Puneet Raj Sharma, Kavya Kashyap

music label: Zee Music Company