Roman script
Sabko khush rakhna Mere bas ka nahi bas ka nahi Kya cheez se main ghuzar raha hoon Koyi samajhta nahi samajhta nahi Lagta hoga ke main Galtiyan nahi karta par Mere dost main bhi ek insaan hoon Farishta nahi nahi nahi Rishta nahi banane ka man karta Kis se, kis se bhi Ladta khud se kyun ki Bhalte mere kisse bahut bhalte Chhod bt khud ki tareef main karoon Mix master produce Kaafi din baad kiya khud se Haan music kare heal mujhe Music kare heal mujhe Music kare heal mujhe Music kare heal mujhe Main usse karoon feel Woh mujhe kare heal Music kare heal mujhe Music kare heal mujhe Music kare heal mujhe Music kare heal mujhe Music kare heal mujhe Yeah yeah yeah Main use karun feel Woh mujhe kare heal Music kare heal mujhe Music kare heal mujhe Music kare heal mujhe Main usse karoon feel Woh mujhe kare feel Music na hota to Kya hota mera kya hota Dil mein kya chal raha hai Nahi dikhata yeh chehra kabhi nahi Andhera phir se chhaya Phir hoga savera phir se Almighty mere sath hai Ab nahi hoon main akela Bura waqt har baar Bahut kuch sikhata hai, bahut kuchh Social media yeh sab kuchh dikhawa hai fact Sober hoon main kar raha reality face Mujhe dekh noor hai chehre pe Bhai tera chhawa hai mashallah Karta main daawa Humesha rahoonga top pe inshallah Bol bachchan nahi jeeta hoon Hip-hop main till I die Bahut lambi meri umar hai amen Yahi mera hunar hai ki Kabhi nahi lagata full stop main Kabhi nahi Chahe kuchh bhi ho jaaye Har baar karta beda paar beda paar Aida hoon main ghar se zyada Rehta hoon main baahar ghar se baahar Alag space mera karta rehta wahaan pe kaam Yeah yeah Le liya zameen Kar raha hoon aaj bhi hustle hard hustle hard Sapne mere bahut bade bigger than your dreams Bol bachchan dene wale Yahan bahut pade bahut saare Neeche kheechne ki koshish Kaafi kar rahe lekin kaam mera baja dala Bachkane sab ro pade keep crying Music life hai woh rakhe mujhe strong Bade strong, zindagi ki baatcheet I express through my songs Through my songs Khud pe dhyan du main F*ck all the fear f*ck it all Jeetega sirf woh Jiska vision rehta clear Music kare heal mujhe Music kare heal mujhe Music kare heal mujhe Music kare heal mujhe Music kare heal mujhe Yeah yeah yeah Main usse karoon feel Woh mujhe kare heal Main usse karoon feel Woh mujhe kare heal Music kare heal mujhe Yeah!
Song details
- Singer: Emiway
- Composer: Emiway Bantai
- Lyricist: Emiway
Song video
director of photography: Happy
genre: Hip-Hop (Rap)