Roman script

Haaye chaka chak chaka chak hai tu

Haaye chaka chak chaka chak hoon main

Haaye chaka chak chaka chak hai tu

Haaye chaka chak chaka chak hoon main

Tapti dupehri si ladki gilehari si

Meri jaisi chahiye tere jaise ko

Phoolon wali daali bhi ho

Chumma bhi ho gaali bhi ho

Bolo kaisi chahiye

Tere jaise ko

Palang toot'ta pehli raat

Saara mohalla karta baat

Huyi chaubare mein barsaat

Kaun wahan tha kiske sath

Haaye chaka chak chaka chak hai tu

Haaye chaka chak chaka chak hoon main

Haaye haaye chaka chak chaka chak hai tu

Haaye chaka chak chaka chak hoon main

Mujhe tumhare nakhre wakhre

Pyaare hain pyare hain

Tujhe hain bhaaye latke jhatke

Mere ji mere ji

Mari hoon main, mari hoon main

Ab tere ishq bukhaar mein

Rakh lena rakh lena rakh lena

Rakh lena rakh le dil pyar mein

Haaye chaka chak chaka chak hai tu

Haaye chaka chak chaka chak hoon main

Mere wala mere wala mere wala tu

Tere wali tere wali tere wali main

Haaye chaka chak chaka chak hai tu

Haaye chaka chak chaka chak hoon main

Mere wala mere wala mere wala tu

Haaye tere wali tere wali tere wali main

Explore this song