Roman script
Barbaad huyi Barbaad huyi Ni aaj sari raat ni sona Ni aaj sari raat ni sona Ve aaj teri baat huyi Ni main toh sahi jaani naa judaaiyan Haaye rabb kehdi karda khudaaiyan Ni ankhon barsaat huyi Ho jehdiyan maadiyan mere saath huyi Lagda duniya barbaad huyi Ho jehdiyan maadiyan mere saath huyi Lagda duniya barbaad huyi Raftaar! yeah! Kisse teri baat chali kya pata Jisse bhi baat chali laapata Isse na usse hai matlab hain tujhse Aur tujhse bhi poocha toh Tujhko bhi na pta kya pata Kab se chhupaaye tune raz tere Aas paas mein kaun jyada khas tere Ek aawaz pe aane wale kitne hain Kitne jo tere liye saans le rahe Matlab ki duniya mein gam mein gumnami Kya yeh bhi theek hain Lekha hain jokha hain kismaat ka ya Kismat se milti bheekh hain Theek hain theek hain yeh bhi toh seekh hai Dil thoda weak hain buddhi sateek hai Dil ke kareeb naseeb se aati hain khushiyan Aur khushiyan ameeron ki Tabhi toh sabse gareeb mai Sabse naraaz mein wajah hain dard ke door Seene ka dard hai paas mein Kabhi naa kahaa ki tera hi sara kasoor Mujhko naa aana tu yaad mein Rahon aazad toh rahon aabad main Par tere sath mein, barbaad main Jehdiyan maadiyan mere saath huyi Lagda duniya barbaad huyi Ho jehdiyan maadiyan mere saath huyi Lagda duniya barbaad huyi Dil tod mera deke mere hath chaali Utna kaafi naa tha jitna vi tu saath chaali Teri yaadon mein deewaane ki hain raat chaali Kitne kisse tere kisse teri baat chaali Jehdiyan maadiyan mere saath huyi Lagda duniya barbaad huyi Ho jehdiyan maadiyan mere saath huyi Lagda duniya barbaad huyi
Song details
- Singer: Afsana Khan
- Singer: Raftaar
- Film / album: Bhoomi 2021
- Composer: Salim Sulaiman
- Lyricist: Raftaar
Song video
singer: Afsana Khan, Raftaar
director: Shakti Hasija
director of photography: Ravi