Roman script

Jise tha toota ke chaha

Usi ne dil mera toda

Mere hum raah ne mujhko

Hai tanha raah mein chhoda

Chhupa ke saari duniya se

Ashq apne bahata hoon

Unhe kaise bataun main

Na unko bhool paata hoon

Aankh hai bhari bhari aur tum

Muskurane ki baat karte ho

Zindgi khafa khafa aur tum

Dil lagane ki baat karte ho

Mere dil mein jo rehte the

Huye hain aaj begaane

Mere dil mein jo rehte the

Huye hain aaj begaane

Nazar meri mohabbat ko

Lagi kiski khuda jaane

Hain raaste dhuan dhuan, aur tum

Paas aane ki baat karte ho

Aankh hai bhari bhari aur tum

Muskurane ki baat karte ho

Bade masoom the kal tak

Wo hi magroor ban baithe

Bade masoom the kal tak

Wo hi magroor ban baithe

Mujhe tanhaiyaan deke

Bade mashhoor ban bethe

Dil hai bujha bujha, aur tum

Gungunane ki baat karte ho

Aankh hai bhari bhari aur tum

Muskurane ki baat karte ho

Zindgi khafa khafa aur tum

Dil lagane ki baat karte ho

Mohabbat ke mukkadar mein

Har baar judayi hai

Shehar mein shor hai lekin

Mere dil tanhayi hai

Aankh hai bhari bhari aur tum..

हिंदी में गीत

जिसे था टूटा के चाहा

उसी ने दिल मेरा तोड़ा

मेरे हम राह ने मुझको

है तन्हा राह में छोड़ा

छुपा के सारी दुनिया से

अश्क अपने बहाता हूँ

उन्हे कैसे बताऊँ मैं

ना उनको भूल पाता हूँ

आँख है भरी भरी और तुम

मुस्कुराने की बात करते हो

ज़िंदगी खफा खफा और तुम

दिल लगाने की बात करते हो

मेरे दिल में जो रहते थे

हुए हैं आज बेगाने

मेरे दिल में जो रहते थे

हुए हैं आज बेगाने

नज़र मेरी मोहब्बत को

लगी किसकी खुदा जाने

हैं रास्ते धुआँ धुआँ, और तुम

पास आने की बात करते हो

आँख है भरी भरी और तुम

मुस्कुराने की बात करते हो

बड़े मासूम थे कल तक

वो ही मगरूर बन बैठे

बड़े मासूम थे कल तक

वो ही मगरूर बन बैठे

मुझे तनहाईयाँ देके

बड़े मशहूर बन बेते

दिल है बुझा बुझा, और तुम

गुनगुनाने की बात करते हो

आँख है भरी भरी और तुम

मुस्कुराने की बात करते हो

ज़िंदगी खफा खफा और तुम

दिल लगाने की बात करते हो

मोहब्बत के मुक्कदर में

हर बार जुदाई है

शहर में शोर है लेकिन

मेरे दिल तन्हाई है

आँख है भरी भरी और तुम..

Explore this song