Roman script

Na zamane bhar ke bawaalon se

Na jawabo se na sawaalon se

Na dil ke tukde karne walo se

Ab main khud se lad gayi hoon

Ab main hadd se badh gayi hoon

Jo chahe kar le zamaana

Ab main zidd pe add gayi hoon

Ab main khud se lad gayi hoon

Ab main hadd se badh gayi hoon

Jo chahe kar le jamana

Ab main zidd pe add gayi hoon

Tak tak rode daale rasta

Thokar dekar bhage rasta

Bhag ke jayega tu kahan pe

Ab main peeche pad gayi hoon

Rag rag mein daude hai junoon bas

Manzil se milti khusboo bas

Lakh bicha do path mein kaante

Ab main dar se ukhad gayi hoon

Ab main teh tak gadh gayi hoon

Ab main sar pe chadh gayi hoon

Jo chahe kar le zamaana

Ab main zidd pe add gayi hoon

Ab main khud se lad gayi hoon

Ab main hadd se badh gayi hoon

Jo chahe kar le zamaana

Ab main zidd pe add gayi hoon

Na zamaane bhar ke ilzamo se

Na toh apno se na anzano se

Na haar jeet ke anzamo se

Ab main khud se lad gayi hoon

Ab main hadd se badh gayi hoon

Jo chahe kar le zamaana

Ab main zidd pe add gayi hoon

Ab main khud se lad gayi hoon

Ab main hadd se badh gayi hoon

Jo chahe kar le zamaana

Ab main zidd pe add gayi hoon

हिंदी में गीत

ना ज़माने भर के बवालों से

ना जवाबो से ना सवालों से

ना दिल के टुकड़े करने वालो से

अब मैं खुद से लड़ गयी हूँ

अब मैं हद से बढ़ गयी हूँ

जो चाहे कर ले ज़माना

अब मैं ज़िद पे अड़ गयी हूँ

अब मैं खुद से लड़ गयी हूँ

अब मैं हद से बढ़ गयी हूँ

जो चाहे कर ले ज़माना

अब मैं ज़िद पे अड़ गयी हूँ

तक तक रोड़े डाले रास्ता

ठोकर देकर भागे रास्ता

भाग के जाएगा तू कहाँ पे

अब मैं पीछे पड़ गयी हूँ

रग रग में दौड़े है जुनून बस

मंज़िल से मिलती खुसबू बस

लाख बिछा दो पथ में काँटे

अब मैं दर से उखड़ गयी हूँ

अब मैं तह तक गढ़ गयी हूँ

अब मैं सर पे चढ़ गयी हूँ

जो चाहे कर ले ज़माना

अब मैं ज़िद पे अड़ गयी हूँ

अब मैं खुद से लड़ गयी हूँ

अब मैं हद से बढ़ गयी हूँ

जो चाहे कर ले ज़माना

अब मैं ज़िद पे अड़ गयी हूँ

ना ज़माने भर के इल्ज़ामो से

ना तो अपनो से ना अंज़नो से

ना हार जीत के अंज़ामो से

अब मैं खुद से लड़ गयी हूँ

अब मैं हद से बढ़ गयी हूँ

जो चाहे कर ले ज़माना

अब मैं ज़िद पे अड़ गयी हूँ

अब मैं खुद से लड़ गयी हूँ

अब मैं हद से बढ़ गयी हूँ

जो चाहे कर ले ज़माना

अब मैं ज़िद पे अड़ गयी हूँ

Explore this song