Roman script
Live yourself! Main khush hoon Ammi abba ko woh jagah pe laya Jahan pe rehne ke hum khwaab dekhe Waqt nikala ghar sajaya Uga ke sona matlab yeh nahi hai Ki aap apno ko bhool jaao Duniya ke samne khul jaao Doosron ki karein burai Khud ki uljhanein suljhao Batao watao Nahi bata payenge katao ticket Aur bachao mere se khud ko Mat aao mere se bhidne Pakau lagte hain saale chirkut Haan Kyu jane de Agar kisi ki baat buri lagi To bol sabke saamne Kyun jaane de Sach bolo sach yahan bola Nakli log aaye pehchan'ne mein Kyu jane de Agar kisi ki baat buri lagi To bol sabke saamne Kyun jaane de Sach bolo sach yahan bola Nakli log aaye pehchan'ne mein Nahi girne diya khud ko Galat raaste mein, raaste mein Hip hop ko chuna Rappers ko khata main nashte mein Faasle mein rehne laga logon se aye Inke cartoon jaise harqatein Yeh dikhne chahiye pogo pe Kyun rukun main Mere andar tha jiske liye bhadaas Badass ban jaata Nahi farak agar tu hai naraaz Maharaaj ban ke baitha hoon Nahi aata main kabhi raas Kaafi fast success mila mujhe Bolte saale lost Karle toss har baari head Kyunki bhai tera boss, ek number Looking sleek and shiny Haan lip pe hai gloss Bandi slip hai na boss Khud ko maintain kare aisa Haq se Dignity hai pehla Uske baad aata paisa Tu kaisa teri neeyat bata degi Bata degi Vella ghoomta rahega To item bhi vata degi Chal chal chal Baaki soch hai Kismat kyun nai sath deti Haan kaye ko Maa baap ka rakh khayal Phir duniya bhi sath degi Sach Kyu jane de Agar kisi ki baat buri lagi To bol sabke saamne Kyun jaane de Sach bolo sach yahan bola Nakli log aaye pehchan'ne mein Kyu jane de Agar kisi ki baat buri lagi To bol sabke saamne Kyun jaane de Sach bolo sach yahan bola Nakli log aaye pehchan'ne mein Jo bhi keh nahi paata Likh deta main gaane mein Gaane mein Peeth peechhe baatcheet Main nahi karta jaane de Yeh sab nahi sikhaya Mere maa ne bey, maa ne bey Galtiyan ho jaati hain Yahan logon se anjane mein Par jaane de Phir se na dorahna na Sochta nahi mauka thukrala Kyun ki khuddari To bachpan se khoon mein Bachpan mein school ka Sabse shaant baccha tha Sabse shaant baccha Aaj duniya ko nachata Mann chahta woh kiya Jo kiya 100 taka diya Sabko vata diya Sabko bata diya Kitna hard hoon main Chadhna mushqil hai mujhpe Haan jaise everest ka pahaad hoon main Seedha khade jagah gaad doon main Gade murde ukhaad doon main Mere ko bura lagega toh Aise kaise jaan doon main Kyu jane de Agar kisi ki baat buri lagi Toh bol sabke saamne Kyun jaane de Sach bolo sach yahan bola Nakli log aaye pehchan'ne mein Kyu jane de Agar kisi ki baat buri lagi Toh bol sabke saamne Kyun jaane de Sach bolo sach yahan bola Nakli log aaye pehchan'ne mein
Song details
- Singer: Emiway
- Film / album: Malum Hai Na
- Composer: Meme Machine
- Lyricist: Emiway
Song video
director: Swaalina
director of photography: Aishwaryakumar Petkar
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: Emiway Bantai