Roman script
Aye khamma kaje mhaadi Khamma kaje re Hey matha pe tika lagadyo main aagyo Matha pai tika Ae satrangi jodi ma sheeshe jada dyo Satragi jodi ma Garbe ki hai raat haathon mein de hath Bhoole na yeh sath aise naacho Thoda fisal jao hadh se nikal jao Phir na sambhal pao aise naacho Ae ramva aavo maadi ramva aavo Aaj baat beldi ramva aavo Ramva aavo maadi ramva aavo Aaj mahri mugal baadi ramva aavo Khamma ke je mahdi khamma ke je Thara chhoruda ne khamma ke je Ae khamma ke je mahdi khamma ke je Thara chhoruda ne khamma kaje Phone kiya rapper ko moti rakam mangta hai Kehta hai bhakti ke gaane nahi chalte Chalte chalte socha rap main banaunga Jo bhi hai dil mein mere likh ke main dikhaunga Mata raani ki mujh pe kripa hai Jo bhi mila mujhko yeh sab aapki dua hai Sab ki pareshaniyan ek pal mein yeh mitati Zor se bolo jai mata di, jai mata di Garbe ki raat ko kyun peechhe pada hai Tangg na kar aise mera bhai khada hai Chhan chhana chhan bole teri payaliya re Nazron ne teri mera dil le liya Ho teri photo ko dil se lagaunga main Bas tujhse hi shaadi banaunga main Mere naughty balam mujhko aati sharam Itna pyaar na kar mar hi jaungi main Ae ramva aavo maadi ramva aavo Aaj baat beldi ramva aavo Ramva aavo maadi ramva aavo Aaj mahri mugal baadi ramva aavo Khamma ke je mahdi khamma ke je Thara chhoruda ne khamma ke je Ae khamma ke je mahdi khamma ke je Thara chhoruda ne khamma ke je
Song details
- Singer: Rahul Vaidya
- Singer: Bhoomi Trivedi
- Composer: Rahul Vaidya
- Lyricist: Kunwar Juneja (mukhda )
- Lyricist: Vijendra Rathore (antra)
- Lyricist: Rahul Vaidya
Song video
singer: Rahul Vaidya, Bhoomi Trivedi
lyricist: Kunwar Juneja (mukhda ), Vijendra Rathore (antra), Rahul Vaidya
director: Rahul Shetty
cast: Rahul Vaidya, Nia Sharma
music label: Rahul Vaidya RKV