Roman script
Emiway bantai! Malum hai na! Haan charge hoke chalun Yeh saare chalenge battery pe Saath wale good vibe tere wale bad trip hain Fact trip hain bhare pade fact pe fact Gaane hit deta aaya hoon main back to back Now I am back Dheere se karunga shuru tabhi to banunga guru Kabhi na karunga gurur khud pe Aage kaafi aaya hoon main dekhun na mud ke Rehta hoon kaafi zameen se jud ke Nahi jeete ghut ke hum jeete uth ke Yeh nalle rapper mere ek ek muth ke Jahan dhokha wahan se niklte thuk ke Khush rehna seekha andar se toot ke Representing india Bit*h I am straight outta hill Representing india Bit*h I am straight outta hill Yahan baazi palti baatein kal ki karunga nahi Khota beef karna chahe main to beta ladunga nahi Sadunga nahi kisi se main likh ke le Paise ki duniya hai sab log yahan bik gayele Seekh gayele tareeka main rehta bhi to dikh gayele Kabhi ka bola tha maine baari meri aane wali Mila mujhe sab abhi kabhi nahi jaane wali Mere ko chhod ke tere ko chhod ke karun baat Maidan mein baithela aa beta din raat Baithele bindaas aaraam nahi din raat Samjha kya lala phookele kala Kaleje ab utaar ke sir se nikala Main to decent hota ja raha Main to khud ko bacha raha Main to khud ko bechara kabhi bolun bhi na Kholun bhi na kisi ke bhi saamne Sab kuchh hai dhyan mein Baaton mein gyan hai lele Representing india Bit*h, I am straight outta hill Representing india Bit*h I am straight outta hill Representing india Bit*h, I am straight outta hill Representing india Bit*h I am straight outta hill Antop hill antop hill give me the beat I'm gonna kill haan! Kara maine jitna bhi mujhko humesha lage kam Abbe tujhko kya lage mujhe farak mera lun* Mera gun mere munh mein Goli baari hone laga beta mere flow mein Gaane mein hamesha rakha best performance Boring opponent, I live in the moment I'm dropping another one Fu*k all your comments Raat poora kaam kara ho gayela morning ay Rappers are mo*ning de dete shot Still I'm not yawning blessing from god Organic love hai tum log ka bot hai Bantai ki public se bhidega kaun Haan Altar hai saltar hai Yahan koyi bhi nahi tere se takkar mein Mera sochun baaki yeh rapper log Munh khole kattar hain Un log se badtar hain bantai maloom hai na Tu phisalta sabun hain ba, kya bolte maa? Bhingri ghuma denge kingri se log se na baat kare Zaroorat hai bohat hai to darwaza knock kare Apan to gaane mein top kare rap game ka doctor hain Kya bole? Bhai tera chopper hain ay Jaane nahi deta main aise asaani se Kuchh bolenge mere baare to tufani se Karunga fit tera dheela screw Itihas mein chhapenge main aur mere crew Maine kyun ignore kiya hate? Kyunki pyar bohat hai bhai Opps mere jinhe bhai bola bhai Maine bai liya lekin apan dayi mere bhai Kaafi hit mera slang mera bhai mera bhai Tu nahi tera bhai tere ko lageli hai ghai Udd rele hain soch mein music kala hai Yeh meri kala hai life mein miracle aaya Haq se maine kamaya Teen hafta tak gaana nahi daala to Public ne bola gaana kam aaya Samajh mein aaya kya kiska demand hai Sabar to kar beta sabka remand hai Gaane mein le lete karte nahi kaand hain Jagah nahi dunga main bohat badi gaan ha! I eat rappers 'cause I am a motherfu*king beef rapper Sneeze rappers sabko maloom hai Bahut neech rapper Galeech rapper log ko bhav bhi nahi Nahi, nahi, nahi top pe hoon filaal Inhein ab main khaun bhi nahi Ghav bhi nahi seedha vaar vaar They think they are so hard, they tryin’ Woh puchhte kahan hain bars? Main bolun suck my balls bit*h Talk to me nice varna tera bheda loss ay We keep on going bas Ek maheena liya pause bit*h haan! Rajdhani express flow mera restless Ruke bina rap kare bhai tera breathless Music mere sath tabhi nahi hote depress Failunga main aisa tu karega kaise supress Fans mere sath mera success Kabhi nahi hone dete beta mujhe upset sab set Living my life like you people dream I take every steps your skipping the scenes My drip is so clean you stupid machine Just like dhoni winning with team Hand on lean not sippin' the lean I am eating with it that's why my body is lean Just living the dream Most of the rappers who keep up the scene I learn They wanna know what's my life routine Don’t f^^k with me you will be quarantine ay! Lockdown chalo ghar pe!
Song details
- Singer: Emiway
- Film / album: Malum Hai Na
- Composer: Meme Machine
- Lyricist: Emiway
Song video
director: Swaalina
director of photography: Aishwaryakumar Petkar
genre: Hip-Hop (Rap)