Roman script

Dar khul gaye hain jannat ke phir se

Udne lage hain armaan dil ke

Dar khul gaye hain jannat ke phir se

Udne lage hain armaan dil ke

Udte parinde kayi baashinde

Gaflat mein pad gaye na

Ishq fitoori

Baagon bageechon mein titli ka udna

Gul gunche khushbu lutaate

Khule aasmaan mein khili chandni hai

Taare bhi hain timtimate

Baagon bageechon mein titli ka udna

Gul gunche khushbu lutaate

Khule aasmaan mein khili chandni hai

Taare bhi hain timtimate

Raaton ki yeh jagmagahat

Hai chand ki muskurahat

Udte parinde kayi baashinde

Ghaflat mein pad gaye na

Ishq fitoori, ishq fitoori

हिंदी में गीत

दर खुल गये हैं जन्नत के फिर से

उड़ने लगे हैं अरमान दिल के

दर खुल गये हैं जन्नत के फिर से

उड़ने लगे हैं अरमान दिल के

उड़ते परिंदे कई बाशिंदे

गफलत में पड़ गये ना

इश्क़ फितूरी

बागों बगीचो में तितली का उड़ना

गुल गुंचे खुश्बू लुटाते

खुले आसमान में खिली चाँदनी है

तारे भी हैं टिमटिमाते

बागों बगीचो में तितली का उड़ना

गुल गुंचे खुश्बू लुटाते

खुले आसमान में खिली चाँदनी है

तारे भी हैं टिमटिमाते

रातों की यह जगमगाहट

है चाँद की मुस्कुराहट

उड़ते परिंदे कई बाशिंदे

घफलत में पड़ गये ना

इश्क़ फितूरी, इश्क़ फितूरी

Explore this song