Roman script
Ho.. Aise besharm aashiq hain yeh aaj ke Haan aise besharm aashiq hain yeh aaj ke Inko apna banana trouble ho gaya Aise besharm aashiq hain yeh aaj ke Inko apna banana trouble ho gaya Dheere dheere kalai lage thaamne Inko ungli thamana trouble ho gaya Aise besharm aashiq hain yeh aaj ke Ho yoon musibat ke maare kabhi hum na the Yoon musibat ke maare kabhi hum na the Aise looser bechare kabhi hum na the Ek toh jeevan mein pehle hi gam kam na the Ek toh jeevan mein pehle hi gam kam na the Inke aane se har gam double ho gaya Dheere dheere kalai lage thaamne Inko ungli thamana trouble ho gaya Aise besharm aashiq hain yeh aaj ke 2, 4, 6 ya 10 ki yeh tadaad nahi hai Fisle hain kitne chhilko pe inhe yaad nahi hai 10, 20, 100, 50 ki tadaad nahi hai Launde kiye dump kitne inhe yaad nahi hai Ishq ke naam pe kitna ho hum bully Toh kood jaao sanam khidkiyaan hain khuli Ho bewafai ki boo hai hawa mein ghuli Ho bewafai ki boo hai hawa mein ghuli Saans lena bhi sala struggle ho gaya Dheere dheere kalai lage thaamne Inko ungli thamana trouble ho gaya Aise besharm aashiq hain yeh aaj ke Inko apna banana trouble ho gaya Aise besharm aashiq hain ye aaj ke
Song details
- Singer: Payal Dev
- Singer: Romi
- Film / album: Kya Meri Sonam Gupta Bewafa Hai?
- Composer: Rochak Kohli
- Lyricist: Manoj Muntashir
- Singer: Romy
- Film / album: Kya Meri Sonam Gupta Bewafa Hai? (2021)
- Actor: Jassie Gill
- Actor: Surbhi Jyoti
- Actor: Vijay Raaz
- Actor: Surekha Sikri
- Actor: Atul Srivastava
- Actor: Brijendra Kala
- Actor: Vibha Chhibber
- Actor: Neelu Kohli
- Actor: Sahiba Vij
- Actor: Shrikant Verma
- Actor: Ekavali Khanna
- Actor: Rajesh Sharma
Song video
singer: Payal Dev, Romi
cast: Jassie Gill, Surbhi Jyoti
music label: Saregama Music
singer: Romy, Payal Dev