Roman script
Main ghar se jo nikla Dukan se khwaabon ko Lene to band thi Lag rahi mujhe thand thi Kisi ne hansaya kisi ne sataya Te chaldi hawawan ne dil nu sataya My eyes are closed but I can see Dil labhda thikana Na koyi bahana na koyi fasana Aye ajnabi mujhe ab toh milna Nahi hoga tujhse kabhi Aankhein namm hain par Unki nami mein bhi hogi kami Mera tujhse dil ko Lagana ab mumkin nahi Ajnabi aye ajnabi Ummeedon ki kashti mein udte huye Baadhbanon si meri patang thi Dor bhi thodi kam thi Kisi ne banaya kisi ne udaya Te chaldi hawawan ne pech lawaya My eyes are closed but I can see Dil labhda thikana Na koyi bahana na koyi fasana Aye ajnabi mujhe ab toh milna Nahi hoga tujhse kabhi Aankhein nam hain par Unki nami mein bhi hogi kami Mera tujhse dil ko Lagana ab mumkin nahi Ajnabi, ajnabi Dil labhda thikana Na koyi bahana na koyi fasana Aye ajnabi mujhe ab toh milna Nahi hoga tujhse kabhi Aankhein nam hain par Unki nami mein bhi hogi kami Mera tujhse dil ko Lagana ab mumkin nahi Ajnabi ho ajnabi Mujhe ab toh milna Nahi hoga tujhse kabhi Aankhein nam hain par Unki nami mein bhi hogi kami Mera tujhse dil ko Lagana ab mumkin nahi Ajnabi aye ajnabi
Song details
- Singer: Atif Aslam
- Composer: Ahsan Parvez
- Lyricist: Atif Aslam
Song video
cast: Mahira Khan