Roman script
Teri aankhon mein kya hai Meri aankhon mein hai sapna Tere sapne mein aaye kaun? Mere sapne mein hai apna Apna hai jo kya main hoon woh Na ji na tum woh nahi Socho kabhi thoda mere baare Teri tarah piche kayi bechare Auron sa main bilkul nahi yaara Jaanu tumhe saare ka main saara Aisa bhala karti ho kyun Maine tera hi toh hona hai Khali abhi dil ka mere Dekho koyi bhi na kona hai Palkon pe hi rakh lo kahin Na ji na tum woh nahi Lelo kasam chahe meri jaan ki Rehna mere maine agar haan ki Tere siva main na kahin jaaun Bolo toh kya dil mein tere aaun Dil yeh mera ghar hai tera Jaise chaho waise aa jao Aao jara aake mujhe Apni baahon mein tum le jao Pehle kaho main hi hoon woh Haan ji haan tum ho wahi
Song details
- Singer: Armaan Malik
- Singer: Prajakta Shukre
- Film / album: Thalaivii
- Composer: G.V Prakash Kumar
- Lyricist: Irshad Kamil
singer: Armaan Malik, Prajakta Shukre
cast: Kangana Ranaut
choreography: Chinni Prakash, Rekha Prakash