Roman script

Kya chahiye tumko zara bolke bata

Chand taare na maangiyon

Tere naam hai aasmaan

Kya chahiye tumko zara bolke bata

Chand taare na maangiyon

Tere naam hai aasmaan

Kya bangla kya gaadi devi

Tere pyaar mein main to meri

Jaan gavaan dunga

Shahjahan main tera mumtaz bann jaa

Tere naam main baby taj mahal kara dunga

Shahjahan main tera mumtaz bann jaa

Tere naam main baby taj mahal kara dunga

Agra nahi toh dilli mein banwa dunga

Tere naam main baby taj mahal kara dunga

Tere bina meri yeh zindagi meri aadhi hai

Timepass ni karna karni shaadi hai

Jitne ghar pe rishte aaye mod diye

Tere peeche kitno ke dil tod diye

Jo jo tu bolegi sab chhod ke aajunga

Shahjahan main tera mumtaz bann jaa

Tere naam main baby taj mahal kara dunga

Shahjahan main tera mumtaz bann jaa

Tere naam main baby taj mahal kara dunga

Agra nahi toh dilli mein banwa dunga

Tere naam main baby taj mahal kara dunga

Oh senorita tujhko rani bana denge

Chaabi khajane ki haaye tujhko dila denge

Oh meri senorita rani bana denge

Chaabi khajane ki haaye tujhko dila denge

Na koi laara oh yaara mummy se milwa dunga

Shahjahan main tera mumtaz bann jaa

Tere naam main baby taj mahal kara dunga

Shahjahan main tera mumtaz bann jaa

Tere naam main baby taj mahal kara dunga

Agra nahi toh dilli mein banwa dunga

Tere naam main baby taj mahal kara dunga

Sharry nexus!

Explore this song