Roman script

Main usko dekhi jaaun

Woh mujhko dekhi jaaye

Main usko kehna chahun

Woh mujhko kehna chahe

Na maine usko bola

Na usne mujhko bola

Ho jab maine usko chhua

Main wahin pe uspe mar gayi

Uspe mar gayi

Yeh ladki mujhpe mar gayi

Mujhpe mar gayi

Kaisa chadhaya tune

Nasha yeh bata de mujhe

Hangover hai ho raha oye hoye

Bechaini ho rahi hai

Jaise tune chhua mujhe

Naachu main basanti ki tarah

Main paas uske gaya

Mera sab kuch lutt le gaya

Ho jab maine usko chhua

Main wahin pe uspe mar gayi

Uspe mar gayi

Yeh ladki mujhpe mar gayi

Mujhpe mar gayi

Meetha meetha tera

Ishq hai yeh meetha lekin

Jaan meri hai yeh le raha oye hoye

Kya kya yeh ho raha hai

Chain vain kho raha hai

Mujhko pata hi na chala oye hoye

Tere pyaar ka chadh gaya dhuaan

Mere dil mein kuch kuch hua

Ho jab maine usko chhua

Main wahin pe uspe mar gayi

Uspe mar gayi

Yeh ladki mujhpe mar gayi

Mujhpe mar gayi

Explore this song