Roman script
Saari galiyan teri jagmaga doonga main Har subah teri khud ko bana doonga main Saari galiyan teri jagmaga doonga main Har subah teri khud ko bana doonga main Tu chalegi jo ghar se nikal ke kahin To raste mein khud ko bichha doonga main Khuda jaane mujhme tu kya dekhti hai Main tujhme khuda ka karam dekhta hoon Khushi jab bhi teri Ho khushi jab bhi teri main kam dekhta hoon Khushi jab bhi teri main kam dekhta hoon To phir main kahan apne gamm dekhta hoon Khushi jab bhi teri main kam dekhta hoon To phir main kahan apne gam dekhta hoon Kayi roz tak paani peeta nahi phir Haan kayi roz tak paani peeta nahi phir Main jab teri aankhon ko namm dekhta hoon Khushi jab bhi teri Ho tu dekhe na dekhe humein gam nahi Magar tujhko dekhe bina hum nahi Tu dekhe na dekhe humein gam nahi Magar tujhko dekhe bina hum nahi Khayalon mein har pal hi rehta hai tu Yeh rehne ko zinda humein kam nahi Tere saath ke ek lamhe mein bhi main Tere saath ke sau janam dekhta hoon Khushi jab bhi Tujhko kiya yaad duniya bhulai hai Seene mein aisi lagan ik lagai hai Teri tanhayi meri jaan pe ban aayi hai Milne ki maagun dua, milne ki maagun dua Nazar bhar ke jab dekhta hoon tujhe main Toh zakhmon pe dil ke marham dekhta hoon Khushi jab bhi teri main kam dekhta hoon To phir main kahan apne gam dekhta hoon Khushi jab bhi teri main kam dekhta hoon To phir main kahan apne gam dekhta hoon Khushi jab bhi teri Khushi jab bhi teri Khushi jab bhi teri
हिंदी में गीत
सारी गलियाँ तेरी जगमगा दूँगा मैं हर सुबह तेरी खुद को बना दूँगा मैं सारी गलियाँ तेरी जगमगा दूँगा मैं हर सुबह तेरी खुद को बना दूँगा मैं तू चलेगी जो घर से निकल के कहीं तो रास्ते में खुद को बिछा दूँगा मैं खुदा जाने मुझमे तू क्या देखती है मैं तुझमे खुदा का करम देखता हूँ खुशी जब भी तेरी हो खुशी जब भी तेरी मैं कम देखता हूँ खुशी जब भी तेरी मैं कम देखता हूँ तो फिर मैं कहाँ अपने गम देखता हूँ खुशी जब भी तेरी मैं कम देखता हूँ तो फिर मैं कहाँ अपने गम देखता हूँ काई रोज़ तक पानी पीता नही फिर हाँ काई रोज़ तक पानी पीता नही फिर मैं जब तेरी आँखों को नाम देखता हूँ खुशी जब भी तेरी हो तू देखे ना देखे हमें गम नही मगर तुझको देखे बिना हम नही तू देखे ना देखे हमें गम नही मगर तुझको देखे बिना हम नही ख़यालों में हर पल ही रहता है तू ये रहने को ज़िंदा हमें कम नही तेरे साथ के एक लम्हे में भी मैं तेरे साथ के सौ जनम देखता हूँ खुशी जब भी तुझको किया याद दुनिया भुलाई है सीने में ऐसी लगन इक लगाई है तेरी तन्हाई मेरी जान पे बन आई है मिलने की मागुँ दुआ, मिलने की मागुँ दुआ नज़र भर के जब देखता हूँ तुझे मैं तो ज़ख़्मों पे दिल के मरहम देखता हूँ खुशी जब भी तेरी मैं कम देखता हूँ तो फिर मैं कहाँ अपने गम देखता हूँ खुशी जब भी तेरी मैं कम देखता हूँ तो फिर मैं कहाँ अपने गम देखता हूँ खुशी जब भी तेरी खुशी जब भी तेरी खुशी जब भी तेरी
Song details
- Singer: Jubin Nautiyal
- Composer: Rochak Kohli
- Lyricist: A M Turaz
director: Navjit Buttar
cast: Khushalii Kumar, Jubin Nautiyal
director of photography: Rajesh Shukla