Roman script
Pattiyaan khaati hai kirnein Pattiyon ko khata hai bakra Bakre ko sher daboche Bhookh se koyi na bache Maut ka sher pe kaaboo Samay ka maut pe kaaboo Kali samay ko rache Maha bhookh phir mache Bhage shikar jidhar Peechhe daude shikari udhar Jeeta shikar, jee lega ek din Hara shikari to jeena namumkin Ek jaan ki bhook mitane ko Ek jaan ki maut zaroori hai Hey jaago jaago bakre Sher aaya to kar dega tukde Chehra hai machhli ka chara Dana hai murgi ka chara Haddi hai kutton ka chara Jeevan hai yeh insanon ka chara Kali ki pooja jo kare Janwar jo bali chadhe Lahu se khanjar shudh kare Devi kare bhi to kya kare Yehi hai duniya kya kare Rahna tu hoshiyar nahi toh Khayega chara tujh ko Jeena hai to bhookh badha ke Kha le tu khud chare ko haa Bhookh na dekhe bhala bura Neeti na dharam Hoga uska raaj yahan pe Jis mein hai re dam Hey jaago jaago bakre Sher aaya toh kar dega tukde Maange se mila hai kisko Mango toh kahega khisko Utha utha ke patko Jo chahe woh milega tujhko Laat jo kaam karega Bhai bhi na kar payega Mukka jo paath padhaye Buddh takta reh jaaye re
Song details
- Singer: Vishal Dadlani
- Film / album: Pushpa The Rise
- Composer: Devi Sri Prasad
- Lyricist: Raqueeb Alam
Song video
director: Sukumar
cast: Allu Arjun, Fahadh Faasil, Rashmika Mandanna
music label: Aditya Movies