Roman script
Yeh sab dumb artist main smartest Mere jaisa ek yeh 45 Bank mein 5 zero 2 commas Got paper on it bin farmhouse 1 into infinity power Tab bhi bilkul bhi nai dikhawa Tu jo bhi hai main grandfather Bas ek baar mill with the babar Phailawa network bin tower I mean hai tower but thats for lover Main savan mein lata shola Means savan mein lata 16 bars Aur main khata whole lotta careers Mila tha ek kagaz kora Do shabd likhe 50 tola mein bika Pachason lakh aise kamata Par mauka maine chhoda Paisa aata har do raat Paisa jaata har subah London mein len den chalta rehta Aur main rehta ghar se bahar Likhe geet 2 Yeh saare kitna halla macha rahe Hum hain 300 ke par Phir bhi shaant likhte jaa rahe Humko cheez jo bhi chaiye Uspe kabza hak se kha rahe Inko bheed do humko beat do Yeah check Likhe geet 2 Yeh saare kitna halla macha rahe Hum hain 300 ke par Phir bhi shaant likhte jaa rahe Humko cheez jo bhi chaiye Uspe kabza hak se kha rahe Inko bheed do humko beat do Yeah, yeah Humko beat do hum likhenge Bolein saare par likhte nahi Jo bolein ki main dekh loonga bahar Maine baar maara bahar pahuncha dikhe nahi Karma na khara kuchh pushtaini Karma ke kharchon pe khush many Karma kama raha jab kuchh money To karma ke kamre me 55 inch Terra bites mein kamayi Aur likhayi hai tabahi Scene mein jagah banayi Kaafi ko jagah dikhayi Asli likh rahe yahan gaane Wahah composition tapayi Bole remix banana hard Lo bhai mera try Usko jaan do jo aa rahi usko aan do Jaane wali to chali gayi Aane wali pe dhyan do Aur gola nahi khaya Phir bhi saare bolein bum bum Maal nahi phoonka Phir bhi saare bolein bum bum Pehne gucci ya zara Woh chamke jab bhi aaye Gire gire gire saare launde Kasmein jhooti khayein Jhoote vaade karke Chahein ke usko patayein Par woh hai inka khwab Inke hath mein na aaye Hasi to phasi woh Saare saare seekho Ke kaise hain banane gaane Woh bhi bina cheat code Bilkul ditto, ek jaisi sound beat flow Gangs be gagging on the mic Bina deep thought My mind is fuc*ed up In dumbf*ck ke sampark mein some waqt Aur hum sab become thapp Yeh kambakht hai sab bhakt Kehne hain some shabd Ke sankat ke kam waqt mein Jab sabne samjha gaye hum thak Tab hum mard ke amitabh bankar Li general ki gardan jakad Sab is badbad ke dum par Yeah, check Likhe geet 2 Yeh saare kitna halla macha rahe Hum hain 300 ke par Phir bhi shaant likhte jaa rahe Humko cheez jo bhi chahiye Uspe kabza hak se kha rahe Inko bheed do humko beat do Yeah check Likhe geet 2 Yeh saare kitna halla macha rahe Hum hain 300 ke par Phir bhi shaant likhte jaa rahe Humko cheez jo bhi chaiye Uspe kabza hak se kha rahe Inko bheed do humko beat do Yeah, yeah Deep kalsi ke sangeet pe! Karma! Dehradun ka mera khoon!
Song details
- Singer: Karma
- Composer: Deep Kalsi
- Lyricist: Karma
Song video
director: Siddharth Uniyal, Raghav Giroti
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: Kalamkaar