Roman script

Jaane meri jaaneman

Bachpan ka pyaar mera

Bhool nahi jaana re

Jaisa mera pyaar hai

Jaan tujhe kiya hai

Bachpan ka pyaar mera

Bhool nahi jaana re

Jaane meri jaaneman

Bachpan ka pyaar mera

Bhool nahi jaana re

Jaisa mera pyaar hai

Jaan tujhe kiya hai

Bachpan ka pyaar mera

Bhool nahi jaana re

I gave my love to you

Cos you are one of a kind girl

Always on my mind girl

I don't know what to do

Haan chehre se tere

Jaane na doon hasi

Aur aankhon se teri

Aansu naa aane doon

Mujhko bata mere bina tu kya karegi

Kiski baahon mein jaa ke aahein tu bharegi

Mujhko fikar nahi yeh duniya kya kahegi

Tu hi thi, tu hi hai, tu hi rahegi

Jaane meri jaaneman

Bachpan ka pyaar mera

Bhool nahi jaana re

Jaisa mera pyaar hai

Jaan tujhe kiya hai

Bachpan ka pyaar mera

Bhool nahi jaana re

Tere aashiq ke dil se

Koyi rule saccha nahi

Humein for granted lena

Bilkul bhi acha nahi

Galti se bhi kho baitha

Tujhko toh mar jaunga

Pyaar mera bacchon wala hai

Par main baccha nahi

Deke ik vaada jo kiya

Main woh nibhaungi

Chhod ke tujhko kabhi

Kahin na jaungi

Tu soch bhi nai sakta jo

Main woh kar jaungi

Door huyi tujhse to

Main bhi mar jaungi

Jaane meri jaaneman

Bachpan ka pyaar mera

Door huyi tujhse toh

Main bhi mar jaungi

Jaan tujhe kiya hai

Bachpan ka pyaar mera

Bhool nahi jaana re

Jaane meri jaaneman

Bachpan ka pyaar mera

Bhool nahi jaana re

Jaisa mera pyaar hai

Jaan tujhe kiya hai

Bachpan ka pyaar mera

Bhool nahi jaana re

Explore this song