Roman script
Main toh aag laga dungi paani mai Kabse khadi hun main peeche padi hun main Manali kush hun baby sar pe chadi hun main Chhori badi sayani main duniya meri diwani hai Garmi itni badan mein faili aag laga dungi paani mai Paani mai, paani mein, paani mein Aag laga dungi paani mein Aye peeke madira lagati thumke jaise shakira Icey drip aye gale mein sona hai haathon mein heera Hote diwane jab kamar tu de apni base pe gira De deti trip bandiya seekhna chahe saleeka Tu single piece duniya mein hoga na koyi tere jaisa Karti jo flip jaanleva naachne ka tareeka Duniya ghuma dunga tujhe lagega passport baby no visa Raani banake main rakhunga jaise rehti baby queen eliza Are alte mein bhalte mein pyaar wala shot Single hun peeche padele hai bahut Par tere liye bahut kya feeling hai dil main Jitni tu hot haan utna hi chill main Sirf karta hun kill main Bollywood vibe ya aao fir drill mein Pyaar kitna tere liye dil mein Chillake bol denge bhari mehfil mein Ghusna hai tere kahani mein Kamaunga itna sab bolenge rapper ambani hai Tu toh tufaani hai yeh toh aag laga degi paani mai Kabse khadi hun main peeche padi hun main Manali kush hun baby sar pe chadi hun main Chhori badi sayani main duniya meri diwani hai Garmi itni badan mein faili aag laga dungi paani mai Paani mai, paani mein, paani mein Aag laga dungi paani mein Sabko ab terepe crush hai Chehra toh mashallah gaalon pe blush hai Jaadu kar dala hai ada tera Tabhi toh main tere vash main Bole rela sach main kheench rela kash main Pehle tha search main koyi aake lagaye aag Zamana tujhse aur mujhse ab jalti hai Saath mein mere chalti kya bahar? Jaldi kya baa picture toh baaki hai Apne ko dil aur baaki ko rakhi hai Apna bana dale tere ko jitne bhi Line mein maafi ghustaki hai Kabse khadi hun main peeche padi hun main Paani mai, paani mein, paani mein Aag laga dungi paani mein
Song details
- Singer: Emiway
- Singer: Swaalina
- Singer: Young Galib
- Film / album: Malum Hai Na
- Composer: Yoki, Tony James
- Lyricist: Emiway
- Lyricist: Young Galib
Song video
singer: Emiway, Swaalina, Young Galib
lyricist: Emiway, Young Galib
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: Emiway Bantai