Roman script
Aah! Wooh! Wooh! Haha, haan! Kuch dil hain dukhaye the maine anjane mein Maafi maangun khuda se main is gaane se Jisko bhi ponhchaya tha maine dard Usse maafi maangun shayad main tha maikhane mein Dooba shaitanon mein aye Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle Jawab de! Khud ko to jaan loon main Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main Kya chahiye Dooba shaitanon mein Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle Sawal pehle Khud ko to jaan loon main Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main Dooba shaitan hoon mein Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle Khud ko to jaan loon main Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main Naya relation with trust Pyar karne laga to phir bhool gaya lust Khud pe main karun mera time invest Aaya kal mera phal har ek pal mera best Tere source se bhi zyada bade mere cheques Busy hoon main nai kar raha check maine texts Jo bhi kare horny khelna mujhe aur nahi Rehne mujhe aur nahi karna ignore nahi Phir bhi karun Phir bhi karun woh jo kabhi bhi Karunga nahi socha tha maine Abhi kya main karun Shayad hone tha jo hone laga Phir kaaiko darun Hath mein hai sab mere aatmnirbhar hoon Jo bhi dete hate unse baat bhi na karun Baaki jo bhi karein wait Unke kaanon ko main gaanon se bharun Zamane se main karun Dooba shaitanon mein aye Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle Jawab de Khud ko to jaan loon main Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main Kya chahiye Dooba shaitanon mein burrah Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle Sawal pehle Khud ko to jaan loon main, jaan loon main Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main Khud ka sawal hoon main Yahan kya hai galat yahan kya hai sahi Sochta rahunga to jiyunga nahi Jo bhi hota hai hone do hota sahi Bolne ko iske aage kuchh bhi nahi Phir bhi likhun Phir bhi likhun woh saari cheeze Jo karta hoon feel Lekin kehne se darta hoon Akelepan se dar kaisa main ladka hoon Waqt ke sath mein sudharta bigadta hoon Girta padta lekin phir se main chadhta hoon Doosron ki khushi mein main khush na sadta hoon Kaisa insaan hoon aaj khud pe hi bhadka hoon Chehre pe hansi hai par andar se ladta hoon Apne aap se apne khwab se Sapne bhaagte par main jaane nahi doonga Kisi ko asaani se main jaan'ne nahi doonga Haan rehta hoon private Fly karun jaise hoon main pilot Chhod diya maine karna violence Bakcho*I kam karo silence bi*ch Mil raha hai jo kuch main chahra hoon Mic rakha saamne haan dil khol ke gaa raha hoon Haq se Vaade nahi karunga jab tak lagta nahi Andar se dil ko bata raha hoon Toot'ta hua taara hoon Doosron ko khush rakha toot ke Galtiyan maine bhi ki hain zindigi mein Lekin ab hoon sahi route pe Dooba shaitanon mein aye Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle Jawab de Khud ko to jaan loon main Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main Kya chahiye Dooba shaitanon mein burrah Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle Sawal pehle Khud ko to jaan loon main, jaan loon main Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main Khud ka sawal hoon main Emiway bantai malum hai na haha! Khud ka sawal hoon main Har jagah bawal hoon main Jalna to banta hai Kya karein itna kamaal hoon main Peace out!
Song details
- Singer: Emiway
- Film / album: Malum Hai Na
- Composer: Aakash
- Lyricist: Emiway
Song video
genre: Hip-Hop (Rap)