Roman script
Dua bhi lage na mujhe
Dawa bhi lage na mujhe
Jab se dil ko mere tu laga hai
Neend raaton ki meri
Chahat baaton ki meri
Chain ko bhi mere tune
Yun thaga hai
Jab saansein bharun main
Band aankhein karun main
Nazar tu yar aaya,
Dil ko karrar aaya
Tujh pe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
Oh yara
Dil ko karrar aaya
Tujh pe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
Oh yara
Oh chehra tera dikhai de to
Aankhein main band karti hoon
Tere liye sajti hoon sanwarti hoon
Chehra tera dikhai de to
Aankhein main band karti hoon
Tere liye sajti hoon sanwarti hoon
Rane tujhko bataaun
Hal dil ka sunaaun
Hai ishq ka bukhar aaya
Dil ko karrar aaya
Tujh pe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
Oh yara
Dil ko karrar aaya
Tujh pe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
Oh yara
Hey you know what I want to all
To sing with me will you?
Dil ko karrar aaya
Tujh pe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
Oh yara
Dil ko karrar aaya
Tujh pe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
Oh yara
Explore this song