Roman script
Hawa khane nikle the na ab dekh kaun aaya hai Mumbai ki mitti aur dhool se banaya chhote Thode se khun aur junoon se banaya hai Mehnat ki paseene ki boond se banaya chhote Zindagi ke maksad ko dhoondh ke banaya hai Jaan aur imaan se banaya hai Dekh main kya laaya hai Dekhna main kya laaya hai Tere liye apan toofaan leke aaya hai Toofaan, toofaan Rukega nahi Toofaan, toofaan Jhukega nahi Toofaan, toofaan Mudega nahi Toofaan, toofaan Pehle shanti thi abhi kranti hai Jo public jaanti nahi thi abhi maanti hai Asli se nakli ko chhanti hai Keemat bhi naam ki nahi hai bas imaan ki hai Ek number Sunsaan tha sab ab ghamashan bana hai Jeena aur jitna aasan bana hai Bina aadhar ke apni pehchan bani hai Apni zindagi jo hawa thi woh toofaan bani hai Toofaan, toofaan Rukega nahi Toofaan, toofaan Jhukega nahi Toofaan, toofaan Mudega nahi Toofaan, toofaan Aagela hai Ghar se nikalne ka nahi Garmi horeli hai to phir jalne ka nahi Jo jal gaya woh thal gaya Phunk maari toh uchhal gaya Bhaunkne wala ghar gaya Aur daudne wala chal gaya Jitne thopde the tod diye Sab rishte naate jod diye Atakne waalo ko chhod diye Patkne waalo ko fod diye Ab har din bolega toh war hai na bhai In kaali raaton ke apan star hai na bhai Samandar mein chhed karde Mushqil ko kaid karde Andar se khed karde Hum logo main bhed karde Aane waale mod se nikle Kal ko pichhe chhod ke nikle Pahle rod pe dikhte Ab manjil tod ke nikle Toofaan, toofaan Rukega nahi Toofaan, toofaan Jhukega nahi Toofaan, toofaan Mudega nahi Toofaan, toofaan Aagela hai Sunsaan tha sab ab ghamashan bana hai Jeena aur jitna aasan bana hai Bina aadhar ke apni pehchan bani hai Apni zindagi jo hawa thi woh toofaan bani hai
हिंदी में गीत
हवा खाने निकले थे ना अब देख कौन आया है मुंबई की मिट्टी और धूल से बनाया छोटे थोड़े से खून और जुनून से बनाया है मेहनत की पसीने की बूँद से बनाया छोटे ज़िंदगी के मकसद को ढूँढ के बनाया है जान और ईमान से बनाया है देख मैं क्या लाया है देखना मैं क्या लाया है तेरे लिए अपन तूफान लेके आया है तूफान, तूफान रुकेगा नही तूफान, तूफान झुकेगा नही तूफान, तूफान मुड़ेगा नही तूफान, तूफान पहले शांति थी अभी क्रांति है जो पब्लिक जानती नही थी अभी मानती है असली से नकली को छानति है कीमत भी नाम की नही है बस ईमान की है एक नंबर सुनसान था सब अब घमाशान बना है जीना और जीतना आसान बना है बिना आधार के अपनी पहचान बनी है अपनी ज़िंदगी जो हवा थी वो तूफान बनी है तूफान, तूफान रुकेगा नही तूफान, तूफान झुकेगा नही तूफान, तूफान मुड़ेगा नही तूफान, तूफान आगेला है घर से निकलने का नही गर्मी होरेली है तो फिर जलने का नही जो जल गया वो तल गया फूँक मारी तो उच्छल गया भौंकने वाला घर गया और दौड़ने वाला चल गया जीतने थोपडे थे तोड़ दिए सब रिश्ते नाते जोड़ दिए अटकने वालो को छोड़ दिए पटकने वालो को फोड़ दिए अब हर दिन बोलेगा तो वॉर है ना भाई इन काली रातों के अपन स्टार है ना भाई समंदर में छेद करदे मुश्क़िल को क़ैद करदे अंदर से खेद करदे हम लोगो मैं भेद करदे आने वाले मोड़ से निकले कल को पीछे छोड़ के निकले पहले रोड पे दिखते अब मंज़िल तोड़ के निकले तूफान, तूफान रुकेगा नही तूफान, तूफान झुकेगा नही तूफान, तूफान मुड़ेगा नही तूफान, तूफान आगेला है सुनसान था सब अब घमाशान बना है जीना और जीतना आसान बना है बिना आधार के अपनी पहचान बनी है अपनी ज़िंदगी जो हवा थी वो तूफान बनी है
Song details
- Singer: D'EVIL
- Film / album: Toofaan
- Composer: Shankar Ehsaan Loy
- Lyricist: D'EVIL
- Singer: D
- Film / album: Toofaan (2021)
- Lyricist: D
- Actor: Farhan Akhtar
- Actor: Hussain Dalal
- Actor: Imran Rasheed
- Actor: Vijay Raaz
- Actor: Mahesh Balraj
- Actor: Mrunal Thakur
- Actor: Supriya Pathak
- Actor: Saurabh Pawar
- Actor: Goraksh Sakpal
- Actor: Deven Khote
- Actor: Ahran Chaudhary
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Mohan Agashe
- Actor: Jahnavi Waghmare
- Actor: Hitesh Kewat
- Actor: Milind Pathak
- Actor: Hitesh Dave
- Actor: Alka Chatwal
- Actor: Kalyani Jha
- Actor: Darshan Kumar
- Actor: Sonali Kulkarni
- Actor: Saurabh Sharma
- Actor: Akashdeep Sabir
- Actor: Sahil Patel
- Actor: Rakeysh Omprakash Mehra
- Actor: Abhishek Khandekar
- Actor: Gaganpreet Sharma
- Actor: Pardeep Kharera
- Actor: Neeraj Goyat
Song video
Song video
cast: Farhan Akhtar, Mrunal Thakur
music label: Zee Music Company