Roman script

Chura ke dil mera goriya chali

Uda ke nindiya kahaan tu chali

Paagal hua deewana hua

Paagal hua deewana hua

Kaisi yeh dil ki lagi

Chura ke dil tera goriya chali

Mujhe kya pata kahaan main chali

Ho manzil meri bas tu hi tu

Manzil meri bas tu hi tu

Teri gali main chali

Chura ke dil mera goriya chali

Chura ke dil tera chali main chali

Nasheeli nasheeli nigaahon ne loota

Adaaon ne ghayal kiya

Kabhi paas aake kabhi door jaake

Bada dard tune diya

Mere roop ka mere rang ka

Tere roop ka tere rang ka

Tere roop ka tere rang ka

Chhaaya hai mujhpe nasha

Chura ke dil tera goriya chali

Mujhe kya pata kahan main chali

Hey akela hoon main bhi

Akeli hai tu bhi

Badi dilnashi raat hai

Tujhe main bata doon

Mujhe tu bata de

Jo labb pe ruki baat hai

Na koyi hai dar na koyi fikar

Na koyi dar na koyi fikar

Na koyi dar na koyi fikar

Aane laga hai maza

Chura ke dil mera goriya chali

Udaa ke nindiya kahaan tu chali

Ho manzil meri bas tu hi tu

Manzil meri bas tu hi tu

Teri gali main chali

Chura ke dil mera goriya chali

Chali main chali

Chali main chali

Explore this song