Roman script
Aaye hain samjhane log Aaye hain samjhane log Hai kitne deewane log Hai kitne deewane log Aaye hain samjhane log Dairo haram mein chain jo milta Dairo haram mein chain jo milta Kyun jaate mehkhane log Kyun jaate mehkhane log Hai kitne deewane log Aaye hain samjhane log Jaan ke sab kuch, kuch bhi na jaane Jaan ke sab kuch, kuch bhi na jaane Hai kitne anjaane log Hai kitne anjaane log Aaye hain samjhne log Waqt pe kaam nahi aate hain Waqt pe kaam nahi aate hain Yeh jaane pehchane log Yeh jaane pehchane log Aaye hain samjhane log Ab jab mujhko hosh nahi hai Ab jab mujhko hosh nahi hai Aaye hain samjhane log Aaye hain samjhane log Hai kitne deewane log Hai kitne deewane log Aaye hain samjhane log
हिंदी में गीत
आए हैं समझने लोग आए हैं समझने लोग है कितने दीवाने लोग है कितने दीवाने लोग आए हैं समझने लोग देरों हराम में चैन जो मिलता देरों हराम में चैन जो मिलता क्यूँ जाते महखाने लोग क्यूँ जाते महखाने लोग है कितने दीवाने लोग आए हैं समझने लोग जान के सब कुछ, कुछ भी ना जाने जान के सब कुछ, कुछ भी ना जाने है कितने अंजाने लोग है कितने अंजाने लोग आए हैं समझने लोग वक़्त पे काम नही आते हैं वक़्त पे काम नही आते हैं ये जाने पहचाने लोग ये जाने पहचाने लोग आए हैं समझने लोग अब जब मुझको होश नही है अब जब मुझको होश नही है आए हैं समझने लोग आए हैं समझने लोग है कितने दीवाने लोग है कितने दीवाने लोग आए हैं समझने लोग
Song details
- Singer: Papon
- Singer: Pratibha Singh Baghel
- Composer: Papon
- Lyricist: Mahendra Singh Bedi (Sahar)
Song video
singer: Papon, Pratibha Singh Baghel
director: Parasher Baruah
cast: Pratibha Singh Baghel, Papon
music label: Sufiscore