Roman script
Dil batana dillagi kar ke Bhala hai kya mila Char din ka ishq tha aur Umar bhar ka gam mila Aa hi jaata hai zubaan par Naam uska kya karun Khatm hota hi nahi hai Dard ka yeh silsila Gam khushi sab ek lagte Kaise fark bataun Yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaun Kab tak yaad karun main usko Kab tak ashq bahaun Yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaun Yaadon ke sailaab se kaise Apni jaan bachaun Yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaun Ho yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaun Zindagi le karke aayi Jaane kaise mod par Ek tinke ka sahara Bhi nahi aata nazar Ho zindagi le karke aayi Jaane kaise mod par Ek tinke ka sahara Bhi nahi aata nazar Ishq mein barbaad hona Khushnaseebi hai magar Kya mila itna bata de Mere dil ko tod kar Chahun bhi to apni koyi Galti dhoondh na paaun Yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaun Kab tak yaad karun main usko Kab tak ashq bahaun Yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaun Ho teri yaad zehan se Jaaye na jaaye na Kuch raah samajh mein Aaye na aaye na Ek lamhe mein sau baar marun main Saans par yeh chalti rehti Yeh ishq kiya kyun soch raha hun Bas khud ko har pal kos raha hun Bas roz roz ki uljhan se main Chhutkara kaise paaun Ho ishq aankhon se bahe hai Kaise ise chhipaun Yaaron milke dua karo Main usko bhool jaun Kab tak yaad karun main usko Kab tak ashq bahaun Yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaun Ho yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaun
Song details
- Singer: Akhil Sachdeva
- Composer: Meet Bros
- Lyricist: Rashmi Virag
director: Ashish Panda
cast: Akhil Sachdeva, Khatija Iqbal, Gaurav Chaudhary
director of photography: S Bharathwaj