Roman script
Kya hai dard ab main yeh na jaanu Kya hai dar ab mujhko ni maloom Sahi lage mujhe sab kuch sach mein Tu hai jab mere sath mai Kya hai dard ab main yeh na jaanu Kya hai dar ab mujhko ni malum Sahi lage mujhe sab kuch sach mein Tu hai jab mere sath mein Door nahi jaana chahta tere se Laike jana chahta baat sidha phere pe Hum samundar se gehre the Tsunami wali wave pe hum taire the Shawty kar call jo tu pyasi Tu hai meri queen na koyi daasi Tere chehre pe na aane doon udaasi Fikar na karna tu zara bhi Jo bhi fikar tera chhod mere pe Kuch bhi nai aane dunga main ab tere pe Jo bhi dil mein hai woh hai chehre pe Kuch bhi nai aane dunga main ab tere pe Shawty vibe tera tu hai fattey class Fail hua pyaar mein ab hona mujhe pass Chhupa ke nahi rakhunga kuch nahi rahega raaz Door nahi jana mujhe rehna tere paas Kya hai dard ab main yeh na jaanu Kya hai dar ab mujhko ni maloom Sahi lage mujhe sab kuch sach mein Tu hai jab mere sath mai Kya hai dard ab main yeh na jaanu Kya hai dar ab mujhko ni malum Sahi lage mujhe sab kuch sach mein Tu hai jab mere sath mein Kharabi hai mujhme haan tujhme nahi Sharabi hun thoda par bujdil nahi Mushqil yehi tu milti nahi Aa leke chalu tujhe door ab kahin Tere bina dil yeh lagta nahi Tu bole galat toh bhi lagta sahi Main karta yaqeen na karta main lean Full focus hai tujhpe ab karta afeem Tu meri afeem hai Tere hi toh baare mein karta tha dream main Hoon itne kareeb main Kash tere sath tere sath main badheer main Going a little crazy baby tu hai different lady I just wanna spend my life baby tere sath mein Tu nahi rehti sath toh phir alag hoti baat Studio mein locked up sirf tere yaad mein Kya hai dard ab main yeh na jaanu Kya hai dar ab mujhko ni maloom Sahi lage mujhe sab kuch sach mein Tu hai jab mere sath mai Kya hai dard ab main yeh na jaanu Kya hai dar ab mujhko ni malum Sahi lage mujhe sab kuch sach mein Tu hai jab mere sath mein
Song details
- Singer: Emiway
- Singer: Swaalina
- Singer: Meme Machine
- Composer: Meme Machine
- Lyricist: Emiway
- Lyricist: Swaalina
- Lyricist: Meme Machine
Song video
singer: Emiway, Swaalina, Meme Machine
director of photography: Harshbir Singh Phull
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: Emiway Bantai