Roman script
Na mukkamal na tamam hua Dil tootne ka kissa ho aam hua Usne pyaar bhi aise kiya Mere marne ka intezam hua Usko phool jo maine diye Sookhe huye vahi mod pe mile Mere yaar ko pyaar acha lagta hai Chahe kahin aur se mile Mere yaar ko pyaar acha lagta hai Chahe kahin aur se mile Tang hone mein hi maza hai sukoon ke liye Ishq yahan kaun karta hai Main manane mein waqt to laga doon Par usko rooth jane mein Zara bhi waqt na lagta hai Nahi chalta aise nahi chalta Pyaar mein aise nahi chalta Tu meri duaon mein kisi aur ki baahon mein, Ishq mein bata yeh kahan chalta Mujhe tha milta jaise waise ab auron ko Aur wahin lor se mile Mere yaar ko pyaar acha lagta hai Chahe kahin aur se mile Mere yaar ko pyaar acha lagta hai Chahe kahin aur se mile Kabhi lage ki yeh sab jhooth hai Hum bhi kya kare aankhon se humne dekha hai In aankhon se dekha hai kano se suna hai Woh jeene marne ke sapne sabko deta hai Laaye ho kahan se laaye ho Ishqe kamaal kahan se laye ho Humein bhi milte ho kahin aur bhi khilte ho Woh baat bata jahan se aaye ho Kal hi mila tha mujhse aakar meri bahon mein To laga kisi aur se mile Mere yaar ko pyaar acha lagta hai Chahe kahin aur se mile Mere yaar ko pyaar acha lagta hai Chahe kahin aur se mile
Song details
Song video
director: Gaurav K Mehra
cast: Navjeet, Prince Narula, Divya Sharma
language: Punjabi
choreography: Rohit Thakur
director of photography: Vicky Malhi