Roman script
Hmm.. Hmm.. Tere sang guzre mere jo lamhe Tum se woh mangoon Main talabgaar hoon Tum se thodi mohlat maangu Tu wohi mein wohi hai magar bebasi Zindagi ko gawara ab kaise karien Dil ke darwaze pe Phir se teri dastak maangu Tujh se hi phir apni Pehli si muhabbat maangu Wo chah jo hum mein thi Phir se wohi chahat maangu Tujh se hi phir apni Pehli si muhabbat maangu Tanhai mein mar jayien kya phir aaoge Is tarah se kya harpal tum tadpaoge Ghair ki tarah se yeh takaluf kaisa Yeh marawat hai kaisi yeh taruff kaisa Maine apne hi haathon se gawaya hai tujhe Ashna koyi aur ab bhaya hai tujhe Dil ke darwaze pe Phir se teri dastak maangu Tujh se hi phir apni Pehli si muhabbat maangu Wo chah jo hum mein thi Phir se wohi chahat maangu Tujh se hi phir apni Pehli si muhabbat maangu Hmm.. Hmm.. Dil ke darwaze pe Phir se teri dastak maangu Tujh se hi phir apni Pehli si muhabbat maangu Wo chah jo hum mein thi Phir se wohi chahat maangu Tujh se hi phir apni Pehli si muhabbat maangu
Song details
- Singer: Ali Zafar
- Film / album: Pehli Si Muhabbat
- Composer: Ali Zafar
- Lyricist: Ali Zafar
Song video
director: Anjum Shahzad
cast: Sheheryar Munawar, Maya Ali
music label: Ary Digital