Roman script

Ek baat batao toh yaadon mein marte ho

Kya tum humse ab bhi mohabbat karte ho

Ek baat batao toh yaadon mein marte ho

Kya tum humse ab bhi mohabbat karte ho

Tum jinke ho abhi unke baare batana

Kya aata hai unko tumhe chup karana

Tum jinke ho abhi unke baare batana

Kya aata hai unko tumhe chup karana

Jaani ne ro ro ke samundar bhar diye

Kya tum bhi ro ro ke nadiyan bharte ho

Ek baat batao toh yaadon mein marte ho

Kya tum humse ab bhi mohabbat karte ho

Ho meri iss gall da koyi jawab de dena

Eh khud nu sawal baar baar karaan main

Eh khud nu sawal baar baar karaan main

Main pyar karaan ohnu jo pyaar kare mainu

Ya ohda ho jaan jihde naal pyaar karaan main

Ya ohda ho jaan jihde naal pyaar karaan main

Itna farak meri aur unki mohabbat mein

Hum tumse darte thhe tum unse darte ho

Ek baat batao toh yaadon mein marte ho

Kya tum humse ab bhi mohabbat karte ho

Woh kaun hai mujhse puchhe

Meri humsafar har baari

Ho tere naam se pukar baithe

Usse kayi baari

Ho tere naam se pukar baithe

Usse kayi baari

Jo hum tere na huye unke bhi honge na

Hum vaada karte hain kya tum bhi karte ho

Ek baat batao toh yaadon mein marte ho

Kya tum humse ab bhi mohabbat karte ho

Itna na karo tum yaad ke dil todna pad jaaye

Hum jiske hain abhi usse chhodna pad jaaye

Itna na karo tum yaad ke dil todna pad jaaye

Hum jiske hain abhi usse chhodna pad jaaye

Tumhein jo bhi kehna hai keh do

Itna kyun darte ho

Tum humpe jyada marte the

Ya unpe marte ho

Main ab toj chala gaya hoon

Ab to jawab do

Kya tum humse ab bhi

Mohabbat karte ho

Explore this song