Roman script

Meri qismaton ko mile haath tere

Phir se lakeerein dikhne lagi

Dekha tumhe to aisa laga hai

Jaise yeh aankhein dhadaknein lagi

Rahun umar bhar main teri tu mera

Jab main baadal bann jaaun

Tum bhi baarish ban jaana

Jo kam pad jaayein saansein

Tu mera dil ban jana

Rimjhim saawan ki boondein

Tu har mausam barsana

Jo kam pad jaayein saasein

Tu mera dil ban jana

Mere labon se aaye kabhi bhi

Ho naam pehla tera meri zubaan pe

Chaahe zamaana muh mod le par

Har pal tu rehna mera bas yeh dua hai

Bana lungi main ab tujhe hi khuda

Jab main baadal bann jaaun

Tum bhi baarish ban jaana

Jo kam pad jaayein saansein

Tu mera dil ban jana

Haan rimjhim saawan ki boondein

Tu har mausam barsana

Jo kam pad jaayein saasein

Tu mera dil ban jana

Tumhe baarish bada yaad karti hai

Aaj bhi mujhse teri baat karti hai

Tumhe baarish bada yaad karti hai

Aaj bhi mujhse teri baat karti hai

Tumhe baarish bada yaad karti hai

Explore this song