Roman script
Jaane kyun bina barse hi Barishein guzar gayi Naam aaya jeene ka to Dhadkane mukar gayi Jaane kyun bina barse hi Barishein guzar gayi Naam aaya jeene ka to Dhadkane mukar gayi Tum chale jo gaye ho Sab badal sa gaya hai Reh gaye tanha hum zindagi mein Tum bewafa ho sab jaante thhe Phir bhi tumhe humdil maante thhe Humein bhi shehar mein kayi chahte thhe Phir bhi tumhe humdil maante thhe Tere vaaste hum teri dil-lagi thhe Tere dil mein hum to kahin bhi nahi thhe Tumhe chahne ka hai afsos humko Iss se bhale hum akele sahi thhe Aaj hum jaate jaate Laike nam dono aankhein Teri yaadein hi chhod jayein Tum bewafa ho sab jaante thhe Phir bhi tumhein hum dil maante thhe Tumne jo raatein so ke guzari Humne woh saari ro ke guzari Humari jagah tum nahi isliye phir Tum kaise jaano wafayein humari Ab yahi alvida hai Aaj se hum juda hain Ek dooje ko hum bhool jayein Tum bewafa ho sab jaante thhe Phir bhi tumhe hum dil maante thhe Humein bhi shehar mein kayi chahte thhe Phir bhi tumhe hum dil maante thhe Phir bhi tumhe hum dil maante thhe Phir bhi tumhe hum dil maante thhe
Song details
- Singer: Payal Dev
- Singer: Stebin Ben
- Composer: Payal Dev
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
singer: Payal Dev, Stebin Ben
director: Navjit Buttar
cast: Arjun Bijlani, Nia Sharma, Soumya Joshi
music label: DRJ Records