Roman script
Aanshuon ki barishein aankhon se beh gayi Khwabon ki imaratein ik pal mein deh gayi Kis se kahun kaise kahun ehsaas hai tu mera Tu chala gaya dil se magar Aankhon mein tera chehra Ab bhi rehta hai tu mujh mein Main khoya rehta hun tujhmein Tu hi toh mera sahara Ohh yaara, ohh yaara, ohh yaara Ohh yaara, ohh yaara, ohh yaara Aanshuon ki barishein aankhon se beh gayi Khwabon ki imaratein ik pal mein deh gayi Aanshuon ki barishein aankhon se beh gayi Khwabon ki imaratein ik pal mein deh gayi Bahut kaha bahut suna Par tune ik na suni Bahut kaha bahut suna Par tune ik na suni Qismat mein meri tu nahi Phir kyun hai tujh pe yaqeen Phir kyun hai tujh pe yaqeen Ab bhi tadpa hai tu mujhmein Ab bhi dhadka hai tu mujhmein Tu hi to mera sahara Ohh yaara, ohh yaara, ohh yaara Ohh yaara, ohh yaara, ohh yaara Yaara oh.. Aanshuon ki barishein aankhon se beh gayi Khwabon ki imaratein ik pal mein deh gayi Jeena nahi tere bina Ghut ghut ke ab yun mujhe Jeena nahi tere bina Ghut ghut ke ab yun mujhe Mar bhi jaaun main agar Uff na karunga main tujhe Uff na karunga main tujhe Yaadein hain teri iss dil mein Tere bin hun main mushqil mein Tu hi to mera sahara Ohh yaara, ohh yaara, ohh yaara Ohh yaara, ohh yaara, ohh yaara
Song details
- Singer: Javed Ali
- Composer: Rashid Khan
- Lyricist: Vishal Samrat
Song video
director: Kabyamaya Purohit
cast: Ruslaan Mumtaz, Ashwini Chander, Rohan Singh
choreography: Andy Bhakuni
director of photography: Aditya Meher
music label: Zee Music Company