Roman script

Haan..

Bheje ki hatti toh sab log ki fatti

Mile tujhe bhi chop gaane

Bury karke daalu sabpe matti

Main jaise koyi bhatti yeh sab saale tatti

Jyada bajenga toh sidha kaan patti (checked)

Hum mumbai ke chokre jyada na bhok be

Gaane pe utre toh seedha hum thokte

Thukte mic pe kaan ke parde sambhal

Shahrukh bula mujhe ya fir bilal

Main toh karra kamaal

Meri ammi kehri, baaki kon kya kehra

Main nahi sun raha behra main toh khud mein rehra

Samandar si baatein haan kaafi gehra

Badal chuka hai mera rehna sehana

Bol teri jal reli hai na hai na

Maa ke gale mein hai mota gehna

Mujhe garv mere abba kehte beta hai na (haq se)

Kaam aisa karo ki

Ghar walo ko garv hona chahiye bawa

Baaki album aa rela hai

2021 hai aas paas koyi nahi dikkis hai

Malum hai na ha ha ha

Haan haan gaane pe gaane daale itte saal

Safalta ke saath mere badhte baal

Abki baar socha public ne maangela album

Toh de doon, kamre mein keh doon

Banara mein album kaam abhi bhi jaari

Kuch gaane chill hai aur sab gaane bhari

Jo baithe bhikari talent ke saath

Unlog ki album main nahi karra baat

Jo thhe mere saath woh jaante thhe raaz

Par abhi ki baat bahut alag hai baat

Tu galat hai ba, tu galat hai ba

Tu galat hai ba, tu galat hai ba

Jo tha mere saath woh jaante the raaz

Par abhi ki baat bahut alag hai ba

Tu galat hai ba, tu galat hai ba

Tu galat hai ba, nahi samjhega baat

Main allah tauba, kar rela ramzaan ka mahina hai

Sunta nahi duniya mein kya kiska kehna hai

Mujhko toh rehna hai jaisa hoon main

Kabhi kabhi khud sochun kaisa hoon main

Aaj paisa hoon main mere ek ek word

Aur dheere dheere jaanega poora world

Mere baare chadh jaare mere peeche na padd

Ab chale jare sade jare kaamyaabi dekh ke

Likh rela bistar ko dek ke

Maarunga fenk ke bhagenge bars

Jyada bolunga toh sabki udaas

Filhaal toh koyi bhi nahi paas

Main aa rela avval

Maharashtra chokra tula mi zawwal

Alag hai level og from day one

Life meri heaven lavan na devan kisse se

Naya business plan main hoon busy be

Depend nahi hone ka kisi pe

Pc pe karta tha kaam

Apple mere liye nahi tha be aam

Meri zindagi mein jo bhi hora hai

Un saare cheezon ka main khud pe ilzaam loon

Life hai pariksha de rela exam hoon

Filaal main calm hoon

Calm fir full storm

Jo bhi karun drop woh saare hit song

Yeh kare sirf flip main karun hit bong

Bahut strong rap game ko khelela jaise ping pong

Ding dong mere darwaze pe

Kaam waam leke ab sab aa rele

Izzat aur shohrat hum daba ke kama rele

Khuda ke alawa koyi nahi kuch karega humare liye

Sab ja rele samjh lo bawa

Yahaan pe koyi kisi ke liye kuch nahi karta hai

Khud ke liye karna padta hai bawa utho or daudo

Baaki album aa rela hai, intezaar karo eid pe

Abhi ke liye itna kaafi hai

Aur jo hate faila rele

Unke liye apni dil se maafi hai ha ha ha

Peace out!

Explore this song