Roman script
Kholi hai khidki maine Iss naazuk se dil ki Jaage hain dekho phir se Khwab hazaar Banke lehar tu aayi Rooh se yun takrayi Sadiyon se tha is pal ke Liye bekaraar Kya kiya hai tune Kya kiya hai tune Kya kiya hai tune mere yaar Jo jeene laga hun phir se Khone laga hun khud se Kya kiya hai tune mere yaar Shayad khatam hai ya phir bacha hai Dil mein kahi pe tumhara intezar Tu saamne se aise hai guzra Hone laga hai humko tumse hi pyaar Sauda yeh do dil'on ka Lagta hai kuch palon ka Na hoga yeh humse baar baar Kya kiya hai tune Kya kiya hai tune Kya kiya hai tune mere yaar
Song details
- Singer: Armaan Malik
- Singer: Palak Muchhal
- Singer: Amaal Mallik
- Film / album: Broken But Beautiful Season 3
- Composer: Amaal Mallik
- Lyricist: Rashmi Virag
Song video
singer: Armaan Malik, Palak Muchhal, Amaal Mallik
cast: Sidharth Shukla, Sonia Rathee
music label: ALTBalaji