Roman script
Haathon mein haath the Tab bichde hai hum Kyun kaise kab hua yeh bata Dil to na chaah raha tha Phir chaaha kyun humne Kyun aisa kya hua yeh bata Kuch kehna hai tumse Sun to lo ik dafa Kya kuch na bacha hai darmiyaan Kya main batau tujhe Khud hi hun main ghamzada Teri hi hai ya meri koi khata Kya main batau tujhe Khud hi hun main ghamzada Teri hi hai ya meri koi khata Mil na rahi hasne ki wajah Tujhse hi thi meri daastan Har pal badh raha seene mein dard sa Sab kuch kho gaya kuch bhi na bacha Kya pahunchegi khuda tak yeh arziyaan Kya main batau tujhe Khud hi hun main ghamzada Teri hi hai ya meri koi khata Hona tha jo woh ho hi gaya Chaaha tha na jo woh mil hi gaya Dil yeh keh raha dil ki suno Yun chup na raho kuch to kaho Kya dikh na rahi hai dooriyan Kya main batau tujhe Khud hi hun main ghamzada Teri hi hai ya meri koi khata Kya main batau tujhe Khud hi hun main ghamzada Teri hi hai ya meri koi khata
Song details
- Singer: Saurabh Gangal
- Singer: Anushka Gupta
- Composer: Abhishek Gupta
- Lyricist: Saurabh Gangal
- Lyricist: Anushka Gupta
Song video
singer: Saurabh Gangal, Anushka Gupta
director: Jayant H Verma
cast: Kanchi Singh, Vin Rana
director of photography: Vimal S. Mishra
music label: Zee Music Company