Roman script

Jiss waqt tera chehra

Jannat mein bana hoga

Jiss waqt tera chehra

Jannat mein bana hoga

Hooron ne subhanallah

Subhanallah padha hoga

Jiss waqt tera chehra

Jannat mein bana hoga

Hooron ne subhanallah

Subhanallah padha hoga

Sad shukar khuda ka hai

Tu meri mahobbat hai

Ehsaan khuda ka yeh

Kis tarah khata hoga

Jiss waqt tera chehra

Jannat mein bana hoga

Hooron ne subhanallah

Subhanallah padha hoga

Jiss waqt tera chehra

Hai kitni haseen duniya

Tujhe paake jaana hai

Hai kitni haseen duniya

Tujhe paake jaana hai

Tere roop ki rangat se

Har rang suhaana hai

Taqdeer meri hai ke

Tu meri amanat hai

Taqdeer meri hai ke

Tu meri amanat hai

In roshan aankhon se

Koyi kaise juda hoga

Jiss waqt tera chehra

Jannat mein bana hoga

Hooron ne subhanallah

Subhanallah padha hoga

Jiss waqt tera chehra

Jannat mein bana hoga

Hooron ne subhanallah

Subhanallah padha hoga

Jiss waqt tera chehra

Jannat mein bana hoga

Hooron ne subhanallah

Subhanallah padha hoga

Jiss waqt tera chehra

Jannat mein bana hoga

Hooron ne subhanallah

Subhanallah padha hoga

Explore this song