Roman script

Tum aa gaye ho toh kyun intezar-e-shaam kare

Tum aa gaye ho toh kyun intezaar-e-shaam kare

Kaho toh kyun na abhi se kuch aihtmaam kare

Juda huye hai bahut log ek tum bhi sahi

Juda huye hai bahut log ek tum bhi sahi

Ab itni baat pe kya zindagi haraam kare

Kaho toh kyun na abhi se kuch aihtmaam kare

Tum aa gaye ho toh kyun intezaar-e-shaam kare

Khuda agar kabhi kuch ikhteyaar de humko

Toh pehle khaak nasheeno ka intezaam kare

Tum aa gaye ho toh kyun intezaar-e-shaam kare

Kaho toh kyun na abhi se kuch aihtmaam kare

Tum aa gaye ho toh kyun intezaar-e-shaam kare

Tum aa gaye ho..

Explore this song