Roman script

Do kash mein hila diya

Kala maal pila diya

Main kehti thi bhole se mila de

Tune haan mujhe mila diya

Mila diya haan mila diya

Mahadev ki deewani bana diya

Mila diya, mila diya

Mahadev ki deewani bana diya

Har har mahadev!

Jeb mein milegi mere har samay pudiya

Zeher maal deti himalaya wali budhiya

Leke mala sudh budh bhul baithi gudiya

Chhan chhan chhan chhankaye kaise chudiya

Paper aage badha agar tujhe nasha chadha

Ek paper ka abhi mere paas maal pada

Maal asli khoosbu sungh ke bata dun

Naaryal ki patte se chilam bana dun

Har jaghah maal ki mehak phela dun

Do dam mein poora paper chatka dun

Cigarette bhi peeta to peeta hun badi huyi

9 maal mein no 10 mix kari huyi

Charas ganje urf sulf ek hi tass kari huyi

1 kilo lake maine ghar dhari huyi

Maar 2 kash kaise hasta phire ga

Daaru ka nasha nahin jo pee kar girega

Mila diya haan mila diya

Mahadev ki deewani bana diya

Mila diya, mila diya

Mahadev ki deewani bana diya

Hath ke nikli kihor malana

Kash kar jaldi chakki chala na

Maal hain kadak ho jo hain abhi bhadak

Tere bhole pe par chetan jalana

Bhole ki nagri mein sab jannat hai

Ho gayi poori aaj teri mannat hai

Bhole ki nagri mein sab jannat hai

Ho gayi poori aaj teri mannat hai

Do kash mein hila diya kala maal pila diya

Mein kehti thi bhole se mila de

Tune haan mujhe mila diya

Mila diya haan mila diya

Mahadev ki deewani bana diya

Mila diya, mila diya

Mahadev ki deewani bana diya

Explore this song

Song video

Watch on YouTube

Additional song details

singer: Tapomita, Rohit Rj

director: Mukul Verma

cast: Rohit Rj, Poonam Shah

choreography: Goldy, Krishan

director of photography: Shubh Sandhu

music label: Zee Music Company